Amritsar Ka ITC 5 Star Hotel 😍 Pehli Baar Dekha Itna Luxury!
Bina script ka show
0:00 / 0:00
Amritsar Ka ITC 5 Star Hotel 😍 Pehli Baar Dekha Itna Luxury!
335 просмотров · 13 дней назад
Bina script ka show
56 подписчиков
335 просмотров · 13 дней назад
Amritsar mein ITC 5 Star Hotel ka experience lene ka mauka mila 😍🏨
Sach bataun toh socha nahi tha ki hotel itna shandaar aur luxurious hoga! ❤️
Is vlog mein aapko hotel ka luxury ambience, rooms, interiors, hospitality aur poora experience dekhne ko milega. Amritsar trip ke dauran ITC mein rukna mere liye ek alag hi experience raha. ✨
Agar aap bhi Amritsar visit karne ka plan bana rahe hain, toh ye vlog aapke liye kaafi helpful aur entertaining rahega.
Video pasand aaye toh Like 👍 | Comment 💬 | Share 🔄 | Subscribe ❤️ zaroor karein.
#ITCAmritsar #AmritsarVlog #5StarHotel #ITCHotel #AmritsarTrip #PunjabVlog #LuxuryHotel #TravelVlog #IndiaTravel #HotelVlog