Rath Yatra 2026 : Tahia Ke Bina Mahaprabhu Ka Pahandi | Ft. Mr. Surya S Roy | Untold Stories
Bhakti Samarpan (Hauz Khas Jagannath Mandir)
0:00 / 0:00
Rath Yatra 2026 : Tahia Ke Bina Mahaprabhu Ka Pahandi | Ft. Mr. Surya S Roy | Untold Stories
28 383 просмотра · 10 дней назад
Bhakti Samarpan (Hauz Khas Jagannath Mandir)
2,37 тыс. подписчиков
28 383 просмотра · 10 дней назад
Mr. Surya S. Roy & Mrs. Upali Mohanty ke saath Jagannath Rath Yatra 2026 par khaas baatcheet — Mahaprabhu ki alaukik leelaayein, Rath Yatra ke anokhe prasang, Mahaprasad, Daitapati seva aur Puri Jagannath se jude rahasya.
Rath Yatra 2026 mein Mahaprabhu ka Pahandi bina traditional Tahia ke hua — ek aisa moment jisne Puri Rath Yatra ko lekar kai sawaal aur charcha ko janam diya.
Is episode mein Surya Sarthi Roy ke saath hum Tahia se judi controversy, Pahandi ke dauran hui ghatnaon, baarish ke beech badle ritual sequence aur is poore episode ke peeche ki wajah par detail mein baat karte hain.
Puri Rath Yatra 2026 mein kya hua, Tahia kyun nahi tha aur isse judi controversy kya thi — dekhiye poori discussion.
#RathYatra2026 #Jagannath #Puri #Tahia #Mahaprabhu #JagannathRathYatra #RathYatra #Pahandi #SuryaSarthiRoy
00:00 Recap & Intro
02:46 Jagannath Rath Yatra 2026: Alaukik Ghatnayein
04:29 2026 Rath Yatra Mein Kya Tha Anokha?
05:27 Jagannath Tattva Aur Mahaprabhu Ki Yatra
06:56 Rath Yatra Ki Taiyari Aur Security
09:54 Mahaprabhu Ka Tahia Aur Rath Tak Aana
11:24 Rath Yatra Mein Baarish Ka Kya Mahatva Hai?
13:29 Rath Par Hone Wali Seva Aur Anokhe Anubhav
15:58 Rath Ko Aage Badhane Mein Sevayaton Ki Bhoomika
19:58 Mahaprabhu Ne Salabega Ke Liye Rath Kyun Roka?
20:52 Salabega Ki Kahani
22:28 Salabega Aur Mahaprabhu Ki Bhakti
23:59 Salabega Ki Sachchi Ghatna
25:58 Salabega Ka Jagannath Ko Samarpan
27:24 Salabega Ka Vaishnav Bhakti Ki Aur Safar
29:25 Satya Pir Aur Satyanarayan Ka Connection
30:58 Hindu-Muslim Parampara Aur Satya Pir
32:26 Bengal, Sufi Parampara Aur Jagannath
33:53 Odisha Mein Vaishnav Parampara Ka Vikas
35:26 Odisha Mein Prachin Mandiron Ka Itihaas
36:27 16 Vigrah Aur Jagannath Se Juda Itihaas
38:25 Jagannath, Balabhadra Aur Subhadra Ka Evolution
40:26 Subhadra, Yogmaya Aur Jagannath Tattva
41:59 Mahaprasad Ka Rahasya
42:56 Mahaprasad Aur Maa Vimala Ki Kahani
43:28 1730 Ke Aas-Paas Mahaprasad Ki Parampara
44:29 Gundicha Mandir Mein Mahaprasad
45:29 Daitapati Ki Seva Aur Niladri Vijay
46:26 COVID Mein Bina Bhakton Ke Rath Yatra
47:26 Kya Mahaprabhu Ne Khud Rath Chalaya?
48:29 Mahaprabhu Ki Kripa Aur Sudarshan Chakra
49:28 Rath Yatra Ka Asli Mahatva
50:17 Jai Jagannath
#Jagannath #RathYatra2026 #JagannathRathYatra #Puri #Mahaprabhu #AlaukikLeela #JagannathTemple #RathYatra #Odisha