Chicken Cheese Bun Recipe | Bakery Jaisa Soft Bun Ghar Par
HMS Aesthetic
0:00 / 0:00
Chicken Cheese Bun Recipe | Bakery Jaisa Soft Bun Ghar Par
82 просмотра · 10 дн. назад
HMS Aesthetic
87 подписчиков
82 просмотра · 10 дн. назад
Chicken Cheese Bun Recipe | Bakery Jaisa Soft Bun Ghar Par
چکن چیزی بن ریسپی اردو میں
Aaj ki video mein hum banayein ge soft aur fluffy chicken cheese bun, bilkul bakery style mein! Agar aap ke bun sakht reh jate hain ya andar se khushk hote hain, to ye video aap ke liye hai.
Is video mein hum seekhein ge:
✅ Soft bun ka sahi aata
✅ Mazedaar cheesy chicken filling
✅ Perfect baking ke tips
Ingredients:
For bun dough
Madia
Namak
Yeast
Dahi
Sugar
Oil
Egg
Chapters:
0:00 Intro
0:19 bun dough
1:18 ingredients
2:42 chicken filling
4:19 process
5:13 baking
5:27 ready and final look
Agar recipe pasand aayi to like aur subscribe zaroor karein. Agli video mein konsi recipe chahiye, comment mein batayein.
#ChickenCheeseBun #BunRecipe #CheeseBun