Scoliosis किसे कहते हैं? | जानिए इसमें Surgery कब जरूरी हैं? | हिंदी में | Dr. Raghav Singla
Dr. Raghav Singla
0:00 / 0:00
Scoliosis किसे कहते हैं? | जानिए इसमें Surgery कब जरूरी हैं? | हिंदी में | Dr. Raghav Singla
785 просмотров · 2 мес. назад
Dr. Raghav Singla
498 подписчиков
785 просмотров · 2 мес. назад
Scoliosis किसे कहते हैं? | जानिए इसमें Surgery कब जरूरी हैं? | हिंदी में | Dr. Raghav Singla
Kya aapke bacche ki spine me tedapan dikh raha hai?
Is video mein, Dr. Raghav Singla poori detail mein baat kar rahe hain Scoliosis ke baare mein. Agar aap soch rahe hain ki spine ka teda hona kya hota hai, toh jab spine C-shaped ya S-shaped ho jati hai, toh is spine problem ko medical terms mein Scoliosis kaha jata hai.
Kayi log poochte hain ki scoliosis kaise hota hai? Yeh aksar janm ke samay se abnormal hota hai ya phir bacchon mein 9 se 15 saal ki umar mein nazar aane lagta hai. Sahi samay par Scoliosis ko pehchanna zaroori hai. Iske lakshan jaise shoulder asymmetry ya kandhon ka upar-neeche hona aap ghar par dekh sakte hain. Sahi scoliosis diagnosis ke liye doctor X-rays ki madad lete hain jahan 'Bow angle' check kiya jata hai.
Agar aap jaan na chahte hain ki scoliosis kaise thik kare, toh yeh poori tarah Bow angle par depend karta hai. Agar Bow angle 20 degree se kam hai, toh kisi surgery ki zaroori nahi hoti aur Scoliosis ko bracing se manage kiya jata hai. Lekin agar angle 20 degree se zyada hai, toh treatment badal jata hai. Aise cases mein Scoliosis ke liye doctor surgery recommend karte hain. Is video mein poora scoliosis surgery process aur timeline ko acche se samajhaye gaya hai.
Video Timestamps :
00:00 - Intro of Scoliosis क्या है?
00:42 - Spine टेढ़ी क्यों हो जाती है? Scoliosis Causes
01:28 - Scoliosis Symptoms – शुरुआती लक्षण कैसे पहचानें?
02:12 - Scoliosis Diagnosis – X-ray और Cobb Angle क्या है?
03:02 - Scoliosis Treatment – Brace या Surgery?
04:06 - Scoliosis Surgery कब जरूरी होती है?
05:08 - Scoliosis Surgery Recovery और Results
05:54 - Scoliosis में कब डॉक्टर से मिलना चाहिए?
Dr. Raghav Singla ek leading spine specialist hain jo Scoliosis ke treatment mein bacchon aur adults dono ki madad karte hain. Agar aapko lagta hai ki aapke kisi close friend ya family member ko Scoliosis ki dikkat hai, toh unke sath yeh video zaroori share karein.
#scoliosis #spineHealth #drraghavsingla #spinekatedapan #scoliosistreatment #scoliosisdisease #scoliosissurgery #spine #spinesurgeoningurgaon #spinedoctor #neurosurgeon #indiandoctors #youtube #youtubevideo #spinehealth
Dr. Raghav Singla | Senior Consultant Neurosurgeon MCH - AIIMS New Delhi | Paras Health, Gurgaon
WhatsApp / Call: +91 9878800742
Website: www.drraghavsingla.com
Paras Health, Gurgaon | Online Consultations
Do you crack your neck for Neck Pain relief?
Comment honestly below I respond personally.
LIKE & SHARE someone you love needs to see this.