Deshbhakti Rap – Netaji Bose Ka Sapna : Eklav | prod. MYJAMBEATS | Vande Mataram Anthem 2025"
Eklav
0:00 / 0:00
Deshbhakti Rap – Netaji Bose Ka Sapna : Eklav | prod. MYJAMBEATS | Vande Mataram Anthem 2025"
142 просмотра · 1 год назад
Eklav
72 подписчика
142 просмотра · 1 год назад
Deshbhakti Rap – Netaji Bose Ka Sapna : Kavirr | prod. MYJAMBEATS | Vande Mataram Anthem 2025"
Song Credits:
Song: Desh ki sawal
music:MYJAMBEATS
Rapper: Kavirr
Lyrics: kavirr
Mixed & Master : Taash
Video Credits
Edited by: sumit roy
Description:
🇮🇳 "Yeh sirf ek rap nahi, yeh desh ke liye awaaz hai!"
Netaji Subhash Chandra Bose, Khudiram Bose, aur un sab shaheedon ko salam jinhone apni jaan desh ke liye di.
Is rap mein hum poochte hain – aaj bhi hamare desh mein asli azaadi hai kya? Youth ki awaaz uthti hai corruption, berozgari aur dharm-bhed ke khilaf.
Vande Mataram sirf ek slogan nahi, yeh hamara garv hai.
🎧 Suniyega, mehsoos kijiye, aur har deshbhakt tak is awaaz ko pahunchaiye!
✊ Jay Hind | Har Har Mahadev | Vande Mataram
#DeshbhaktiRap #NetajiSubhashChandraBose #VandeMataram #PatrioticRap #IndianHipHop #Rap2025
lyrics:
Ya hai desh ki sawaal ko puchte hai ham
Ya hai desh ki jawab jo bolte hai ham
Ya desh k liye kurban meri jan
Ya desh Mari ma mere ma ko pranam
Azad huya desh par azadi kahan hai
Jaha nokri nahin milta siksha k dam pai
Awaz utha desh yuba khatre mai hai
Awaz utha desh awaz utha desh
Hame chaiye neta subhash chandra bose
Or khud k ander sir kalam ko tu khoj
Desh k liye balidan diya wo
18 saal ki umar mai bana khudi ram bose
Kitne andolan kitne huye balidan
Desh k liye sahid huye kitne pran
Jis desh ne hamlogo par raj karta tha
Us desh ka pradhan mantri aj hamara Indian
Socho agar pahle pradhan mantri
hamare Netaji Subhash Chandra BOSE hota
To ya desh aj se 100 × age hota
Use time per jab kuchh nahin tha tab unhone itna bada army khada Kiya
Or Chilla ke bola tum hamen khoon do Ham tumhen azadi denge
Aur diya bhi azadi
Socho pahla pm hamara Netaji agar hota
Pakistan tab kabhi janam hi na leta
Ya desh k ander itne dangge bhi na hota
Pok bangladesh aj india mai hota
Na kasmir vag hote na pakistani rote
Na tum waha hote na hum yaha hote
Ya Bharat Mera Desh yah sabse upar hota
Ya Bharat Mera Desh yah sabse upar hota
Jo jana gana man diya usko apman kara
Bharat jiske liye sabse phele jake jang lara
Vahi to Kah Raha Hai aj Bharat tumse chhin lenge
Fate kapde pahan ke aao Ham bhi tumhen bheekh denge
Aukat nahin Hai to fir baat mat kar
Teri pakistani bapu ki akhon mai dek dar
Modi chorega misael modi nam ka wo dar
Modi chorega misael modi nam ka wo dar
Bangla Desh k sath bangla jorna chate ho
Hindu muslim bhai bhai hindu ka ghar q jalate
West Bengal dekho zihadi ka ghar ho gaya
or kursi mai baithe log tamasha dekh rahe
Han Shame on you thora saram to Karo
Hindu hoke hindu bhai oo ka jakham to varo
ma k saman aurat sai izzat mangte wo
Jaha kali ma ka puja kare har dharam k log
Or Pahalgam attack ko kabhi bhulenge nahin hum
26 Masum o ka pran huya hai balidan
Dharam puchke jo goli mara wo bhi musalman
Allah k nam pai jo leta pran wo kahe ka insaan
Or
Sach bolunga chahe kuchh bhi Ho jaaye
Ya fir sach bolne sai mera jaan q na jaye
Fir bhi piche na hatunga khud sai wada hai mera
Or Hip-hop k jariye asli baat ko uthaya
Han
Hip-hop k jariye asli baat ko uthana hai
Thankyou
Har har Mahadev
thankyou for watching this video 🙏
Tags : (ignore)
#kavirrmusic #kavirr #rap #hindirap #ekroz #dhh #newrapsong #hindirapsong #ihh #desihiphop #indianhiphop #sadrap #motivationalrap #hiphop #rapsong #sadrapsong #motivationalrapsong
#underground #undergroundhiphop #hindisong #urdurap #urdupoetry #storytellingrap #hiphopmusic #rapmusic #rapper #newrap #newmusic #raphindi , rap song hindi, sad rap song, lofo rap song, r&b rap, rap, hindi rap 2024, sad hindi rap, rap sad hindi, sad rap, hip hop, hindi rap, hip hop, Indian hip hop, desi hip hop, viral rap, r&b rap song, lofi rap, lofi sad rap, hustle, latest rap song, new hindi rap song, motivational rap song, motivational hindi songs, best rap, fast rap song, hindi motivational rap song, #sad