Перейти к содержимому

Jummah Aur Tahajjud Ka Khas Amal | Har Mushkil Ka Hal | Ya Wahhabu Ka Mojza

Pir Khawaja Mian Omer Ashraf Asmi

0:00 / 0:00

Jummah Aur Tahajjud Ka Khas Amal | Har Mushkil Ka Hal | Ya Wahhabu Ka Mojza

74 просмотра · 2 мес. назад
Pir Khawaja Mian Omer Ashraf Asmi
158 подписчиков
74 просмотра · 2 мес. назад
Jummah Aur Tahajjud Ka Khas Amal | Har Mushkil Ka Hal | Ya Wahhabu Ka Mojza As-salamu alaykum Viewers, Kya aap ki koi aisi ziddi hajat ya dua hai jo bohot arse se puri nahi ho rahi? Aaj ki video mein hum aapko Jummah aur Tahajjud ke waqt ka ek aisa khas amal aur raaz batayenge jisse Allah Tala aap ki har mushkil ko aasan farma dega. Nabi Kareem (S.A.W) ne farmaya ke Jummah ke din ek aisi ghadi aati hai jab mangi gayi koi bhi dua radd nahi hoti. Is video mein humne bataya hai ke wo qaboliyat ki ghadi konsi hai aur us waqt "Ya Wahhabu" ka wazifa kis tarah karna hai. Is Video Mein Aap Jaanege: Jummah ke din dua ki qaboliyat ka khas waqt (Asar se Maghrib) Tahajjud ke waqt ki fazilat aur uski taqat 2 Rakat NAFAL HAJAT aur 100 baar "Ya Wahhabu" parhne ka sahi tarika Har ziddi se ziddi hajat puri karne ka wazifa 📌 Aap Se Guzarish Hai: Is video ko khud bhi poora dekhein, is amal par yaqeen ke sath amal karein aur apne pyaron ke sath Sadaqah-e-Jariyah samajh kar zaroor share karein. Comment mein "Ya Wahhabu" zaroor likhein. JazakAllah Khair! #JummahWazifa #DuaQabulHoneKaWaqt #PowerfulWazifa #HarHajatPuriHogay #YaWahhabuMojza #IslamicVideo #TahajjudDua #UrduWazifa #JummahKaRaaz #DuaForHajat