Перейти к содержимому

7 बेर के पत्ते और 1 मटका पानी — जादू-जिन्नात का खात्मा!# Jadu #jinn

Aamil Mufti Jawed Qasmi

0:00 / 0:00

7 बेर के पत्ते और 1 मटका पानी — जादू-जिन्नात का खात्मा!# Jadu #jinn

237 просмотров · 11 ч назад
Aamil Mufti Jawed Qasmi
2,01 тыс. подписчиков
237 просмотров · 11 ч назад
Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh Jo Hazrat Jadu, Jinnat, Aseb, Nazre Bad, Bandish se bahut zyada pareshan hai, unke liye ye bahut hi Powerful aur Azmaya hua Amal hai. Is video mein maine ek aisa Wazifa bataya hai jo 3 din karne se Inshallah har kism ka jadu, jinnat, purana se purana jadu bhi jad se khatam ho jayega. Amal Ka Tarika: 1. 7 Berry (Ber) ke hare patte lijiye. 2. Un patto par video mein bataya hua Amal kijiye. 3. Akhir mein ek Matke (Ghare) ke pani mein wo patte daal kar us pani se Ghusl (Naha) lein. 4. Ye Amal lagatar 3 Din tak karein. Inshallah 3 din ke andar aap mehsoos karenge ki aapke upar se har jadu, bandish, jinnat ka saya khatam ho gaya hai aur aapko sukoon mil gaya hai. Note: Amal ko pura yaqeen aur wuzu ke saath karein. Video ko pura zarur dekhen taki amal samajh mein aa jaye. Agar aapko ye Wazifa pasand aaye to - 👍 Video Ko LIKE Zarur Karein 📤 Is Sawab Ki Niyat Se Dusron Tak SHARE Karein 🔔 Channel Ko SUBSCRIBE Karke Bell Icon Daba Dein Hamare Instagram Par Zarur Judein: Instagram ID : Aamil Mufti Jawed Qasmi Aapka Bhai: Aamil Mufti Javed Qasmi Bastavi #jadu #jinnat #jadukailaj #jinnatkaamal #berrykepatte #berikepatte #jadukakhatma #kalaJadu #AamilMuftiJawedQasmi