Перейти к содержимому

एक महान फैसला जिसने इतिहास बदल दिया: 17 ऊंट, 3 भाई और हजरत अली | 17 Oonton Ka Ajeeb Batwara

Zeeshan Documentaries

0:00 / 0:00

एक महान फैसला जिसने इतिहास बदल दिया: 17 ऊंट, 3 भाई और हजरत अली | 17 Oonton Ka Ajeeb Batwara

116 429 просмотров · 3 недели назад
Zeeshan Documentaries
22,1 тыс. подписчиков
116 429 просмотров · 3 недели назад
Dosto, is video mein hum aapko tareekh ka wo azeem waqia sunane ja rahe hain jisne aaj ki modern science aur mathematics ko bhi hairan kar rakha hai. Ek boorhe baap ne marte waqt apne 3 beton ke liye 17 oont wasiyat mein chore aur ek aisi shart rakh di jise poora karna kisi aam insaan ke bas mein nahi tha. Jab poore Arab ke qazi aur hisab-daan is namumkin masle (17 camels puzzle) ko hal karne mein fail ho gaye, toh Babul-Ilm Hazrat Ali (A.S) ne apne azeem ilm se is bhuul bhulaiya ko minton mein kaise suljhaya? Janiye is hairat angez aur sachi kahani mein! Agar aapko yeh waqia aur Babul-Ilm ki zahanat pasand aaye toh video ko LIKE zaroor karein aur aisi hi dilchasp islami tareekh aur sachi kahanion ke liye hamare channel ko SUBSCRIBE karna na bhoolein. Comment mein adab ke sath Ya Ali A.S zaroor likhein! #HazratAli #IslamicStories #17CamelsPuzzle #Waqia #IslamicHistory #UrduHindiStories