Sawari Nahi Milti, Ghar Kaise Chalay? 😢 | CNG Rickshaw Driver Ki Haqeeqat | Ground Reality
Live with Moazzam
0:00 / 0:00
Sawari Nahi Milti, Ghar Kaise Chalay? 😢 | CNG Rickshaw Driver Ki Haqeeqat | Ground Reality
47 просмотров · 2 нед. назад
Live with Moazzam
152 подписчика
47 просмотров · 2 нед. назад
Sawari Nahi Milti, Ghar Kaise Chalay? 😢 | CNG Rickshaw Driver Ki Haqeeqat | Ground Reality Mehengai ke daur mein CNG rickshaw driver ki zindagi kitni mushkil ho gayi hai? 💔
Is video mein hum ne aik rickshaw driver se baat ki, jinhon ne bataya ke sawari kam milti hai aur income bhi bohat kam hai. Din bhar mehnat karne ke bawajood ghar ka kharcha poora karna kitna mushkil hai?
Yeh hai hamari awaam ki asal awaaz aur Ground Reality!
Aap ki raye mein rickshaw drivers ki mushkilaat kaise kam ho sakti hain? Comment mein zaroor batayein.
📢 Mazeed public issues aur Ground Reality videos ke liye LIVE WITH MOAZZAM ko Subscribe karein.
#GroundReality #RickshawDriver #Mehengai #PublicVoice #LiveWithMoazzam #Pakistan