Перейти к содержимому

Lakshmi Chalisa | लक्ष्मी चालीसा | Lakshmi Mata Ke Bhajan | Laxmi Chalisa | Bhakti Song

Shemaroo Bhakti

0:00 / 0:00

Lakshmi Chalisa | लक्ष्मी चालीसा | Lakshmi Mata Ke Bhajan | Laxmi Chalisa | Bhakti Song

410 401 просмотр · 9 лет назад
Shemaroo Bhakti
13,6 млн подписчиков
410 401 просмотр · 9 лет назад
Lakshmi Chalisa | लक्ष्मी चालीसा | Lakshmi Mata Ke Bhajan | Laxmi Chalisa | Bhakti Song This devotional rendition of Laxmi Chalisa by Anuradha Paudwal invokes the blessings of Goddess Lakshmi — the divine mother of wealth, fortune, and prosperity. Chanting or listening to this Lakshmi Chalisa daily or especially on Fridays, Diwali, and Dhanteras removes financial problems and fills life with happiness, peace, and abundance. 🪔 About the Chalisa: Laxmi Chalisa consists of 40 verses glorifying Maa Lakshmi and her divine powers. Each verse radiates positivity and attracts spiritual as well as material wealth. ✨ Benefits of Listening Lakshmi Chalisa: Brings wealth and prosperity (धन और समृद्धि की प्राप्ति) Removes obstacles in business or home Enhances peace, devotion, and positivity Attracts blessings of Goddess Lakshmi 🙏 Listen with devotion and feel the divine presence of Maa Lakshmi in your home. Let this sacred Lakshmi Chalisa illuminate your life with Dhan, Dhanya, and Sukha Shanti. 🌺 लक्ष्मी चालीसा सुनने के लाभ: धन, वैभव और सुख की प्राप्ति कष्टों का निवारण घर-परिवार में शांति और समृद्धि का वास देवी लक्ष्मी की कृपा सदैव बनी रहती है 🕉️ जय माँ लक्ष्मी देवी! Om Shreem Mahalakshmyai Namah 🌸 अपने दिन को सकारात्मक ऊर्जा से भरने के लिए सब्सक्राइब कीजिये और अपने मित्र परिवार के साथ शेर कीजिये 🔔 Subscribe NOW:    / @shemaroobhakti   Shree Laxmi Chalisa (English) II Doha II Maatu Lakshmi Kari Kripa, Karo Hridaye Mein Vaas II Manokamana Siddh Kari, Purvahu meri Aas II II Soratha II Yahi Mor Ardas, Haath Jod Vinti Karu II Sab Vidhi Karo Suvas, Jai Janani Jagdambika II II Chaupaai II Sindu Suta Main Sumirau Tohi । Gyan, Buddhi, Vidya De Mohi ॥ Tum Samaan Nahi Koi Upkari । Sab Vidhi Puravahu Aas Hamari ॥ Jai Jai Jai Jagat Janani Jagadamba । Sabki Tum Hi Ho Avalamba ॥ Tum Hi Ho Sab Ghat Ghat Vaasi । Vinti Yahi Hamari Khaasi ॥ Jag janani Jai Sindhu Kumari । Dinan ki Tum Ho Hitakari ॥ Vinavo Nitya Tumahin Maharani । Kripa Karo Jag Janani Bhavani ॥ Kehi Vidhi Stuti Karaun Tihari । Sudhi Lijai Aparadh Bisari ॥ Kripa Drishti Chitavo Mam Ori । Jag Janani Vinti Sun Mori ॥ Gyan Buddhi Sab Sukh Ki Data । Sankat Haro Hamari Mata ॥ Kshir Sindhu Jab Vishnu Mathayo । Chaudah Ratna Sindhu Mein Payo ॥ Chaudah Ratna Mein Tum Sukharasi । Seva Kiyo Prabu Bani Dasi ॥ Jab Jab Janma Prabhu Jahan Linha । Roop Badal Tah Seva Kinha ॥ Swayan Vishnu Jab Nar Tanu Dhara । Linheu Avadhapuri Avatara ॥ Tab Tum Pragat Janakapur Maahi । Seva Kiyo Hridaya Pulakahin ॥ Apanayo Tohi Antaryami । Vishva Vidit Tribhuvan Ke Swami ॥ Tum Sam Prabal Shakti Nahin Aani । Kahan Lau Mahima Kahaun Bakhani ॥ Man Kram Vachan Karai Sevakai । Man Ichchhita Vanchhit Phal Pai ॥ Taji Chhal Kapat Aur Chaturai । Pujahin Vividh Bhanti Man Lai ॥ Aur Haal Main Kahaun Bujhai । Jo Yah Paath Karai Man Lai ॥ Tako Koi Kashta Nohi Hoi । Mann Ichhita Pave Phal Soi ॥ Trahi Trahi Jai Dukh Nivarini । Taap Paap Bhav Bandhan Harini ॥ Jo yeh Chalisa Pade Padave । Dhyana Lagakar Sune Sunavai ॥ Tako Koi Na Rog Satavai । Putra Aadi Dhan Sampatti Pavai ॥ Putrahin Aru Sampatti Hina । Andh Badhir Kodhi Ati Dina ॥ Vipra Bolaya Kai Paath Karavai । Shanka Dil Mein Kabhi Na Lavai ॥ Paath Karavai Din Chalisa । Ta Par Kripa Karain Gaurisa ॥ Sukh Sampatti Bahut So Pavai । Kami Nahin Kaahu Ki Avai ॥ Barah Maas Karai Jo Puja । Tehi Sam Dhanya Aur Nahin Duja ॥ Pratidin Paath Karai Man Mahin । Un Sam Koi Jag Mein Kahun Naahin ॥ Bahu vidhi Kya Mai Karo Badai । Leya Pariksha Dhyana Lagai ॥ Kari Vishwas Karai Vrat Nema । Hoy Siddha Upajai Ur Prema ॥ Jai Jai Jai Lakshmi Bhavani । Sab Mein Vyapita Ho Gun Khaani ॥ Tumharo Tej Prabal Jag Mahin । Tum Sam Kou Dayalu Kahun Naahin ॥ Mohi Anath Ki Sudhi Ab Lijai । Sankat Kaati Bhakti Mohi Dijai ॥ Bhul Chuk Kari Kshama Hamari । Darshan Dajai Dasha Nihari ॥ Bin Darshan Vyakul Adhikari । Tumahi Achhat Dukh Sahate Bhaari ॥ Nahin Mohin Gyan Buddhi Hai Tan Mein । Sab Janat Ho Apane Man Mein ॥ Roop Chaturbhuja Karake Dharan । Kashta Mor Ab Karahu Nivaran ॥ Kehi Prakar Main Karaun Badai । Gyan Buddhi Mohin Nahin Adhikai ॥ ॥ Doha ॥ Trahi Trahi Dukh Harini, Haro Vegi Sab Tras । Jayati Jayati Jai Lakshmi, Karo Shatru Ko Naash ॥ Ramdas Dhari Dhyan Nit, Vinay Karat Kar Jor । Maatu Lakshmi Daas Par, Karahu Daya Ki Kor ॥ ॥ Iti Shri Lakshmi Chalisa Sampurnam ॥ Join Us On FaceBook :   / shemaroobhakti   Twitter :   / shemaroobhakti   Instagram :   / shemaroobhakti   Sharechat : https://sharechat.com/profile/shemaro... #lakshmichalisa #laxmichalisa #laxmibhajan #laxmimata #laxmipujan #mahalaxmichalisa #laxmidevibhajan