Megha Re Megha Re |Ravi Deoker | Gauri Kavi | Suresh wadker Lata mangeshkar
Ravi Deokar music
0:00 / 0:00
Megha Re Megha Re |Ravi Deoker | Gauri Kavi | Suresh wadker Lata mangeshkar
50 164 просмотра · 1 год назад
Ravi Deokar music
1,09 тыс. подписчиков
50 164 просмотра · 1 год назад
Tabla : Mayur Magare
Tumba Dholk : Tushar Shirsath
Congo Tabla :Vijay Jadhav
Pad : Samir Kazi
Acoustic Percussion : Gandharva patil
Music Arranger And Flute : Mohit Shastry
Keyboard 1 : Hrishikesh Redkar
Keyboard 2 : Rupesh Gaikwad
Guitar: Tushar godambe
🎵 गीत जानकारी ✔️
शीर्षक: Megha Re Megha Re
फिल्म: Pyaasa Sawan
रिलीज़ वर्ष: 1981
गायक: लता मंगेशकर और सुरेश वाडकर
शैली: राग आधारित गीत, राग - चरूकेशी
संगीत निर्देशक: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: संतोष आनंद
गीत में अभिनेता: जीतेन्द्र, रीना रॉय, मौसमी चटर्जी, देवेन वर्मा
फिल्म निर्देशक: दासरी नारायण राव
#LataMangeshkar #SureshWadkar #PyaasaSawan #MeghaReMeghaRe #DuetHindiSongs #ClassicBollywood #RaagBasedSongs #LaxmikantPyarelal #SantoshAnand #Jeetendra #ReenaRoy #MoushumiChatterjee #DevenVerma #duet #hindisong
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
kahaan se tu aayaa kahaan jaayega tu
ke dil ki agan se pighal jaayega tu
dhuaan ban gayi hai khyaalo ki mahfil
mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mere gam ki tu davaa re, davaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
barasane lagi hai bunde tarasne lagaa hai man
ho, zaraa koi bijali chamaki larazne lagaa hai man
aur na daraa tu mujhko o kaale kaale ghan
mere tan ko chhu rahi hai prit ki pahali pavan
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
meri sun le sadaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
man kaa mayuraa aaj magan ho rahaa hai
mujhe aaj ye kyaa sajan ho rahaa hai
umango kaa saagar umadne lagaa hai
baabul kaa aangan bichhadne lagaa hai
na jaane kahaan se hawaa aa rahi hai
udaake ye hamko liye jaa rahi hai
ye rut bhigi-bhigi bhigone lagi hai
ke mithe se nashtar chubhone lagi hai
chalo aur duniyaa basaenge ham tum
ye janmo kaa naataa nibhaayege ham tum
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
de tu hamako duaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
About movie Pyaasa Sawan (1981) :-
Pyaasa Sawan is a 1981 Hindi-language drama film, produced by Prasan Kapoor under the Tirupati Pictures Enterprises banner and written and directed by Dasari Narayana Rao. It stars Jeetendra, Reena Roy, Moushmi Chatterji and music composed by Laxmikant Pyarelal, Lyrics by Santosh Anand.