Перейти к содержимому

(Lyrical)Kuch Soona Sa Hai | Ayush Panda ft. Richa Ritambhara Das

Warm Soul

0:00 / 0:00

(Lyrical)Kuch Soona Sa Hai | Ayush Panda ft. Richa Ritambhara Das

884 просмотра · 6 лет назад
Warm Soul
4,33 тыс. подписчиков
884 просмотра · 6 лет назад
Credits : Singers : Ayush Panda and Richa Ritambhara Das Lyrics : Ayush Panda Lyrics : Un bachpanon ki baaton Mai khoya khoya SA rehta hun mai ISS ped ke neeche baitha baitha Mai khoya hun un khayalon mai Teri MERI wo mulakatein tere aane se wo Baatein , aajkal Kahan khogyi hai Tera Mera wo ladhna aur tera muskurake bhulana aajkal Kahan khogya hai wo Dekho Kuch Suna SA hai in hawaon Mai tere khushbuon ke bina Dil mera dhadke aur saansein chalti hai par MERI aakhein NUM tere bina Un sadkon pe chalte chalte us Gali ke kinare Mai Rukta hun USS ek hassi ko wapas pane ki mai chahat rakhta hun Tera Mera wo pal tha Jo tera mere baahon Mai Rehna aajkal Kahan kho gya hai Mera tere aankhon Mai khona, parchaiyon Mai hi Rehna aqajkal Kahan kho gya wo Dekho Kuch Suna SA hai in fizaon Mai tere khushbuon ke bina Dil mera dhadke aur saansein chalti hai par MERI aakhein NUM tere bina Kaise btaun Mai kaise jataun Mai Mere Dil Ka haal Thi MERI khudgarzi ya MERI nadani Yeh mujhe na pata Teri MERI wo mulakatein tere aane se wo Baatein , aajkal Kahan khogyi hai Tera Mera wo ladhna aur tera muskurake bhulana aajkal Kahan khogya hai wo Dekho Kuch Suna SA hai in hawaon Mai tere khushbuon ke bina Dil mera dhadke aur saansein chalti hai par MERI aakhein NUM tere bina Video used:- Calm the storm by teck vlog For queries and Copyright Issues please mail me at warmsoul19@gmail.com