Moongi masoor ki daal jaldi kesay banaien
Daily Routine with Farzana
0:00 / 0:00
Moongi masoor ki daal jaldi kesay banaien
69 просмотров · 12 дн. назад
Daily Routine with Farzana
116 подписчиков
69 просмотров · 12 дн. назад
Moongi Masoor Ki Daal | Ghar Ka Mazedaar Khana ❤️
Aaj ke vlog mein banayi hai ghar ki lazeez Moongi Masoor ki Daal, jo garma garam roti ke saath bohat hi mazedaar lagti hai. 😋 Simple ghar ka khana, apno ka pyaar aur desi zaiqay ka apna hi maza hai. ❤️🥰
Agar aapko meri daily routine aur cooking videos pasand aati hain, to video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein. 🌸
Allah Pak sab ke gharon mein barkat aur khushiyan ata farmaye. Ameen.