Jana Hai Karbala | Ali Shanawar | Slowed + Reverb
Eman Shaid
0:00 / 0:00
Jana Hai Karbala | Ali Shanawar | Slowed + Reverb
116 837 просмотров · 3 года назад
Eman Shaid
1,3 тыс. подписчиков
116 837 просмотров · 3 года назад
★ Intro/Greetings :
Hey Friends,
A very warm welcome to everyone,
I'm Eman Shaid.
Don't forget to like, comment and share.
Also hit the red button with bell notification on for further updates.
★ Credits :
🎵 : @SyedNadeemSarwar
🎥 : @EmanShaid
★ Lyrics :
Kehte Hain Jab Bhi Jis Ko Bhi Jana Ho Karbala
Zawaar Jis Ko Ban'na Ho Maula Hussain Ka
Lazim Hai Iss Ke Waste Abbas Ki Riza
Abbas Ki Riza
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Badshah E Karbala Hai Shah E Nenawa
Jald Bulana Hamain Jald Bulana
Jab Aaye Chand Raat Muharram Ki Ya Khuda
Ay Kash Karbala Main Ham Bhi Hon Kisi Jagah
Manzar Wo Ham Bhi Dekhle Parcham Kushai Ka
Labaik Ya Hussain Hamari Bhi Ho Sada
Pana Hai Ye Sharaf Pana Hay
Sheh Ke Zawaaron Main Naam Likhwana Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Mola Tumhare Chahane Walon Ki Hai Sada
Karna Hai Karbala Main Hi Ashur E Karbala
Mola Nazar Ke Samne Roza Ho Aap Ka
Matam Zari Ke Samne Ho Aap Ka Bapa
Kehna Hai Bas Yehi Kehna Hay
Hum Ko Bhi Mola Ke Saye Main Rehna Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Badshah E Karbala Hai Shah E Nenawa
Jald Bulana Hamain Jald Bulana
Mola Hame Bhi Apni Ziyarat Karaiye
Aye Famita Ke Laal Hame Bhi Bulaiye
Zawaar Karbala Ka Hame Bhi Banaiye
Jageer Bawafa Ki Hame Bhi Dikhaiye
Aana Hai Roz Wo Aana Hay
Zikr E Mola Karne Ham Ko Bhi Aana Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Dekhein Nazara Ham Bhi Wahan Arbain Ka
Pedal Safar Najaf Se Karain Suye Karbala
Bante Sabeel Aur Tabaruk Jagah Jagah
Jari Rahe Aaza E Hussaini Ka Silsila
Karna Hai Ye Safar Karna Hay
Sang Azadaron Ke Ham Ko Bhi Jana Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Badshah E Karbala Hai Shah E Nenawa
Jald Bulana Hamain Jald Bulana
Ye Aarzu Hai Karbubala Jab Bhi Jayain Gy
Ham Khemagah Mashko Alam Le Ke Jaye Gy
Abbas Ka Hussain Ko Noha Sunain Gy
Sadat Ke Ugarne Ka Matam Karai Gy
Rona Hai Han Hame Rona Hay
Karbala Walon Ka Soog To Hona Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hai
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Kat Kar Gire The Bazu E Abbas Jis Jagah
Wa Hasrata Wa Ghurbata
Kat Kar Gire The Bazu E Abbas Jis Jagah
Akbar Jawan Ka Jahan Chhalni Gigar Huwa
Asghar Ne Khaya Haske Jahan Teer E Hurmala
Duba Jahan Pe Khoon Main Lashkar Hussain Ka
Jana Hai Har Jagah Jana Hay
Jake Har Ghurbat Par Ashk Barsana Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Badshah E Karbala Hai Shah E Nenawa
Jald Bulana Hamain Jald Bulana
Mola Hussain Aap Ne Kya Kaam Kardiya
Apne Lahu Se Khak Ko Khak E Shifa Kiya
Mola Yahi Hai Aap Ke Zawaar Ki Dua
Ham Bhi Parhain Namaz Sar E Arz E Karbala
Sunna Hai Han Hame Sunna Hay
Haram E Mola Ki Wo Aza Sunna Hay
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
Abbas Bulalo Zawaar Bana Do
Ik Baar Hame Roza E Shabbir Dikhado
Mola Mere Mola Mere Mola Mere Mola
Jana Hai Karbala Jana Hay
Ba Khuda Mola Ke Dar Hamain Jana Hay
★ Hashtags :
#alishanawar
#nadeemsarwar
#janahaikarbala
#emanshaid
★Tags :
nadeem sarwar
nadeem sarwar noha
nadeem sarwar slowed noha
nadeem sarwar reverb noha
nadeem sarwar lofi noha
ali shanawar
ali shanawar noha
ali shanawar slowed noha
ali shanawar reverb noha
ali shanawar lofi noha
ali jee
ali jee noha
ali jee slowed noha
ali jee reverb noha
ali jee lofi noha
slowed noha
reverb noha
slowed reverb noha
lofi noha
latest slowed noha
latest reverb noha
latest slowed reverb noha
latest lofi noha
eman shaid
eman shaid noha
★ Copyright Disclaimer :
© Music credit goes to rightful copyright owner
“ Copyright Disclaimer under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use and non-profit purposes. ”