आपका खाना पच रहा है या सड़ रहा है? | how to improve digestion naturally at home | GiGL
GREAT IDEAS GREAT LIFE
0:00 / 0:00
आपका खाना पच रहा है या सड़ रहा है? | how to improve digestion naturally at home | GiGL
2 724 520 просмотров · 3 г. назад
GREAT IDEAS GREAT LIFE
7,16 млн подписчиков
2 724 520 просмотров · 3 г. назад
Experiment 1:- April 2020 me Alfonsina D'Amato aur unki team ne do chuhe liye ek budha aur ek jawaan. Ab researchers ne is budhe chuhe ke waste / potty se good bacteria nikala. Aur use jawan chuhe ke large intestine me daal diya. Baad me jab is jawaan chuhe ke testes kiye gaye to pata chala ki is jawaan chuhe ki memory kamzor padh gayi thi budhe chuhe ki tarah. Jo hame directly prove karta hai ki hamare digestive system aur brain ka direct connection hai.
https://microbiomejournal.biomedcentr...
Experiment 2:- ek study me researcher ne dekha ki makhiyo ke pait me ek special microbiome tha jiski vajah se unke saamne rakhe hue khaano me se vo protein zaada kha rahi thi. Jab inke ander dusri species ka microbiome daala gaya to vo sugar zaada khaane lag gayi. Yaani hamrae pait me microbiome hamari food choices ko bhi impact karta hai.
https://www.ncbi.nlm.nih.gov/pmc/arti...
Experiment 3:- 2019 ki is study me researcher Jonathan Scheiman aur unki team ne notice kiya ki jo marathon runners hai … to marathon bhagne ke baad unke digestive system me ek good bacteria paaye gaya jiska naam hai Veillonella. Ab in athlete ke stool samples se is bacteria ko in researchers ne nikaala aur use mice me inject kar diya. Uske baad mice ko treadmill me daudaya gaya.. Aur dekha gaya ki jo pehle sust mice the ab unki bhaagne ki performace 13% se increase ho gayi thi.
I hope you will like the video.
Jai Hind
Book on Gut Microbiome:-
https://gigl.page.link/QMukBMvxWa6mQGL26
GIGL BUSINESS YouTube Channel
/ @hemant_pant
Business Books
Zero to One: https://amzn.to/3OTWFQn
Dotcom Secrets: https://amzn.to/3PcuL1J
Launch: https://amzn.to/3IxsWu7
The 80/20 Principle: https://amzn.to/3axUxP8
The 22 Immutable Laws Of Branding https://amzn.to/3IqYZMi
One Thousand Ways to Make $1000 https://amzn.to/3nNKZCD
The Hard Thing About Hard Things https://amzn.to/3yq5k5X
The Lean Startup:- https://amzn.to/3ADlagv
My Book List 📚
https://docs.google.com/spreadsheets/...