Перейти к содержимому

Mere maa ki recipe,bharwan besan mirchi😝#full of entertainment# family vlog #maa ki recipe

Priya saraswat vlogs

0:00 / 0:00

Mere maa ki recipe,bharwan besan mirchi😝#full of entertainment# family vlog #maa ki recipe

54 просмотра · 4 дн. назад
Priya saraswat vlogs
312 подписчиков
54 просмотра · 4 дн. назад
Mere maa ki recipe,bharwan besan mirchi😝#full of entertainment# family vlog #maa ki recipe ‪@priyakapariwar1‬ hello friends Radhe Radhe namaskar sabhi ko kaise hain aap sab log ummid karte Hain sab acche honge friend Priya ke Parivar mein aapka swagat hai friends aaj ke blog mein Main aapko dikha rahi hun ki aaj main apne bacchon ke sath subah khoob Masti kar rahi hun bahut time Aaj coffee Pi FIR bacchon ke sath khoob Masti Kari FIR Mila do lakar unhen taiyar Kiya uske bad unhen khana khilaya FIR Virat ke liye nashta vasta taiyar karke FIR humne bhi khana khaya uske bad FIR Aaj Maine Mummy ki recipe Jo ki mummy bahut pahle banati Thi hamare liye jab hamari shaadi nahin hui thi tab to maine yahan per TRAI kariye ek bar pahle bhi banaa chuke hain lekin logon Ko yahan pasand nahin I socha Aaj fir banati hun Shayad pasand a jaaye to fir Maine besan ki mirchi TRAI Kari aap log bhi TRAI kar sakte hain hamare yahan Dekho Merirecipe bahut hi testi aur yummy hoti hai aur easy bhi hoti hain to friends bharma besan mirchi Banakar ek bar jarur dekhen besan mirchi bahut tarike se banai jaati Hai Maine bahut simple tarike se banai Hai besan ko bhoon kar sare basic masale dalkar usmein milakar Sarson ka tel milakar FIR mirch mein bharkar usko Dal Diya Hai Tel mein garm Tel mein garm Tel mein Hi banti hai usmein koi Pani wali nahin Dala jata Hai to yah Sara chij Aaj recipe Meri blog mein please Dekhi aur TRAI kariye like share subscribe karte rahiye friends mujhe support kariye aage badhaie main bahut mehnat se bacchon ke liye a fullapke liye bacchon ko dikhati hun apni judva bacchon ko dikhati hun aapko to friends Meri recipe ko jarur TRAI karna aur comment karke mujhe batana ki aapke yahan kaisi bani hai mere se bhi bahut hi testi banti hai simple hai aap jarur banaa kar dekhiae to friends mere block ko jarur dekha Karen mujhe aage badhaen support Karen like share and subscribe thanks for watching ‪@priyakapariwar1‬ like share and subscribe Mere maa ki recipe,bharwan besan mirchi😝#full of entertainment# family vlog #maa ki recipe thank for watching 🙏plz support me friends