236_Public Q & A Session with Engineer Muhammad Ali Mirza on SUNDAY [ 24_May_2026 ], Jhelum Academy
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
0:00 / 0:00
236_Public Q & A Session with Engineer Muhammad Ali Mirza on SUNDAY [ 24_May_2026 ], Jhelum Academy
86 869 просмотров · 5 мес. назад
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
3,24 млн подписчиков
86 869 просмотров · 5 мес. назад
❤ All of My Dear STUDENTS ! ! ! Assalam_o_alaikum wa RahmatULLAH & JazakumULLAHO Khairan for your DUAA & Moral_SUPPORT in Dawat_e_HAQ of our Beloved_NABI ﷺ against Biggest_FITNA of FIRQAWARIYAT. Aameen ! ! !
🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of YouTube applied in Nov-2023 • 🔥 YouTube's NEW Monetization Policy ? 🔥 Ou... ! ! !
♥ Contact Us at +92-321-5900162 (09:00 am to 05:00 pm)
😭 My Life Story ! ! ! 🔥 My Journey in Search of TRUTH ! 🔥 Firqas to Real ISLAM ! ♥ Engineer Muhammad Ali Mirza : • 😭 My Life Story ! ! ! 🔥 My Journey in Sear...
#.## | 0:00:00 Start & Introduction?
Q.01 | 0:02:15 Bairon-e-mulk rehne walay Pakistan mein qurbani karwa sakte hain?
Q.02 | 0:03:48 Qurbani ka irada ho to baal aur nakhun na katnay ka hukm?
Q.03 | 0:04:20 Mali ibadat mein niyabat aur kisi ki taraf se qurbani?
Q.04 | 0:06:19 Mayyat ki taraf se qurbani ya sirf sadaqa?
Q.05 | 0:11:12 Rishwat ke paison walay ghar mein rehte hue apni kamai ka hukm?
Q.06 | 0:12:06 Sajday mein Rafa Yadain aur haath chor kar namaz?
Q.07 | 0:13:35 Jumma ke khutbay mein haath bandhna ya chorhna?
Q.08 | 0:15:37 Salon mein human ya synthetic hair extensions lagana?
Q.09 | 0:19:08 Faut shuda betay ke isal-e-sawab ka tareeqa?
Q.10 | 0:21:50 Namaz jama karte waqt sirf farz ya sunnat/nawafil bhi?
Q.11 | 0:23:47 Nohey sunna jaiz hai?
Q.12 | 0:26:24 Ruku mein rakat mil jati hai?
Q.13 | 0:27:33 Zil-Hijjah ke pehle das dinon ke aamal ki fazeelat?
Q.14 | 0:32:33 Jannati kisi jahannami se milne ki khwahish kar sakta hai?
Q.15 | 0:35:04 Allah pehle se janta hai to insan gunahon ka zimmedar kaise?
Q.16 | 0:38:46 Hajj mein 15 din se zyada rehne par qasr ya poori namaz?
Q.17 | 0:44:05 Apna naam khud badal sakte hain?
Q.18 | 0:49:26 Aakhri tashahhud mein wuzu toot jaye to namaz dobara?
Q.19 | 0:50:28 Baghair tawajjuh subah-sham ke azkar ka sawab milta hai?
Q.20 | 0:51:16 Savings se qurbani karun ya walid ka qarz ada karun?
Q.21 | 0:53:22 Mali halat achi na ho to aqeeqah zaroori hai?
Q.22 | 0:54:00 Bhains ki qurbani ho sakti hai?
Q.23 | 0:54:36 Europe mein Christian shop se gosht khareedna?
Q.24 | 0:55:14 Maghribi democracy malookiyat se behtar hai?
Q.25 | 0:56:15 Namaz-e-janazah unchi awaz mein parhai ja sakti hai?
Q.26 | 0:57:36 Salat-ut-Tasbih se bare gunah kaise maaf hote hain?
Q.27 | 1:01:09 Doston ko khana khilane se ajr milta hai?
Q.28 | 1:01:34 Baap beti ki shadi jaan boojh kar na kare to kya hukm?
Q.29 | 1:03:03 Jannat aur Jahannam ke darwazay ab
Q.30 | 1:04:58 Farz namaz ke baad har
Q.31 | 1:10:05 Larkiyan Islamic scholars ki videos
Q.32 | 1:12:26 Tashahhud ke baad kaun si duain parhi ja sakti hain?
Q.33 | 1:17:50 Zakat ke paison se qurbani di ja sakti hai?
Q.34 | 1:18:12 Do saal ki zakat advance nikal sakte hain?
Q.35 | 1:18:19 Qabristan ki Islam mein kya hurmat hai?
Q.36 | 1:18:59 Ghair Muslim ki sehat ke liye dua kar sakte hain?
Q.37 | 1:19:43 Zil-Hijjah mein bhool kar nakhun kat le to fazeelat khatam?
Q.38 | 1:20:26 Jisay Allah gumrah kar de usay kaun hidayat de sakta hai?
Q.39 | 1:25:24 Iman ki halat ko kaise barqarar rakha jaye?
Q.40 | 1:27:04 Walid ka soodi qarz sood samait ada karna?
Q.41 | 1:28:31 Maidan-e-Arafat ki kya khusoosiyat hai?
Q.42 | 1:30:00 Witr ke qunoot mein Rafa Yadain karna chahiye?
Q.43 | 1:30:55 Hazrat Zakariya aur Sayyida Maryam ke hujray se wasila ki daleel?
Q.44 | 1:34:32 Ghar wale dawat sunne ko tayyar na hon to kya karein?
Q.45 | 1:35:22 Surah Al-Mulk Maghrib ke baad parh sakte hain?
Q.46 | 1:35:37 Qurbani ka janwar Qayamat par sawari banega?
Q.47 | 1:36:02 Rahman Ali naam rakh sakte hain?
Q.48 | 1:36:52 Ruku aur sajday ki tasbih baghair ginti parh sakte hain?
Q.49 | 1:37:56 Hazrat Umar ne Hajj Tamattu par pabandi kyun lagayi?
Q.50 | 1:38:56 Qurbani ka gosht ghair Muslim ko de sakte hain?
Q.51 | 1:39:20 Takbirat-e-Zil-Hijjah kab se kab tak parhni hain?
Q.52 | 1:40:06 Sajdagah par Imam Hussain ka naam print karna?
Q.53 | 1:40:26 Janwar ko thekay par de kar profit/loss
Q.54 | 1:41:23 Qurbani ke hisson mein faut shuda ko shamil karna?
Q.55 | 1:41:42 Waldain se deeni ya taleemi behas karna?
Q.56 | 1:42:28 Namaz aur deen par istiqamat kaise rakhein?
Q.57 | 1:42:39 Japan mein alcohol unload karna jaiz hai?
Q.58 | 1:43:19 Afghanistan mein Rafa Yadain na
Q.59 | 1:45:25 Qiston par AC ya bike lena jaiz hai?
Q.60 | 1:45:34 Qadiani se Muslim hone ke baad ghar
Q.61 | 1:46:52 Khassi bakray ki qurbani jaiz hai?
Q.62 | 1:48:51 Toilet ke napak cheentay jism par
Q.63 | 1:49:53 Deray par akelay namaz aur gaon ja kar Jumma?
Q.64 | 1:51:17 Shohar aur biwi mil kar qurbani kar sakte hain?
Q.65 | 1:51:24 Qabar mein insan Qayamat tak sula diya jata hai?
Q.66 | 1:51:49 Kheeray bakray ki qurbani ho jati hai?
Q.67 | 1:52:49 Jahan din ya raat mahino tak ho wahan namaz aur roza?
Q.68 | 1:53:41 Dihari dar aadmi rozana zakat de?
Q.69 | 1:54:11 Ek bhai ki qurbani sab bhaiyon ke liye kafi hogi?
Q.70 | 1:54:42 Witr mein dua-e-qunoot haath utha kar ya baandh kar?
Q.71 | 1:55:02 Salat-ut-Tasbih do do rakat kar ke parh sakte hain?
#.## | 1:55:24 End?