MP Mihona Ke Bajali Mandir Ke Darshan 🙏 | Raat Ko Hui Tesu Ki Shaadi 😂🎎 | Daily Vlog Day 65 #tesu
Rathore_raj63
0:00 / 0:00
MP Mihona Ke Bajali Mandir Ke Darshan 🙏 | Raat Ko Hui Tesu Ki Shaadi 😂🎎 | Daily Vlog Day 65 #tesu
21 просмотр · 2 дн. назад
Rathore_raj63
100 подписчиков
21 просмотр · 2 дн. назад
Aaj mujhe mihona ke bajali mandir Jana hai to main Machhand mein apni mami ke ghar pahuncha, phir wahan se Bajali Mandir ke liye nikal gaya. Mandir mein bahut shanti thi aur wahan ghoomkar mujhe bahut achha laga. Mandir ke paas mela bhi lagta hai aur abhi wahan dukane lagi hui hain.
Uske baad main mami ke ghar aaya aur thodi der rukkar apne ghar ke liye nikal gaya. Shaam tak ghar pahunch gaya, kyunki aaj hamare yahan Tesu ki shaadi thi. 🎎😂
Ghar par Tesu ko sajaya gaya aur uski dehati baraat nikali. Tesu ko pani puri ki theli par baithakar baraat nikali gayi. Aaj Tesu ki shaadi mein bahut masti ki! ❤️😂
Video pasand aaye to like karna, channel ko subscribe karna aur comment mein batana ki aapko Bajali Mandir aur Tesu ki shaadi mein se kya sabse achha laga.
Folllow me on Instagram 👇
https://www.instagram.com/rathore_raj...
I hope you enjoyed this video hit likes.
And do subscribe to my channel
Thank you so much for watching
god bless you all.
lots of ❤️.
#DailyVlog #Day65 #BajaliMandir #Mihona #TesuKiShaadi #DehatiShaadi #MandirDarshan #VillageVlog #RathoreRaj63 #villagevlog #indianvlogger