Subah Gaon Aaya Aur Din Ban Gaya ❤️ | Family, Running, Bhandara Ki Taiyari & Puppy Charlie 🐶
Shakti Singh Kuhar Vlog
0:00 / 0:00
Subah Gaon Aaya Aur Din Ban Gaya ❤️ | Family, Running, Bhandara Ki Taiyari & Puppy Charlie 🐶
24 просмотра · 1 мес. назад
Shakti Singh Kuhar Vlog
189 подписчиков
24 просмотра · 1 мес. назад
Aaj ke vlog mein main subah-subah gaon ja raha hoon, kyunki aaj chutti ka din hai. 😍
Gaon pahunchkar sabse pehle kaafi din se gandi khadi apni gaadi ko dhoya 🚗✨ Uske baad chacha ki gaadi lekar atta chakki se aata lene nikal gaya, kyunki kal gaon ke mandir mein Mata Rani ki murti sthapna ke saath bhandara hone wala hai. 🙏❤️
Aata lene ke baad main running karne chala gaya. Running se wapas aakar naha-dhokar ghar aaya, jahan Bade Papa aur family ke aur bhi members aaye hue the. Sabke saath thoda time enjoy kiya aur phir aakar so gaya. 😴
Baad mein mera puppy Charlie bhi meri khat ke paas aa gaya 🐶❤️ Usko khilaya aur phir main dobara so gaya.
Baaki ki kahani agle vlog mein… 😄
Video pasand aaye toh:
👍 Like karein
💬 Comment karke batayein
🔔 Channel ko Subscribe karein
📲 Apne doston ke saath Share karein
Milte hain agle vlog mein! ❤️
#VillageVlog #GaonKaVlog #DailyVlog #IndianVillage #FamilyVlog #VillageLife #Vlog #GaonKiZindagi #shaktisinghkuhar #jaat #trendingshorts #vlog