Перейти к содержимому

“Real Beauty of Islamabad 🇵🇰 | The Centaurus Mall | Iftar at Savour Foods | Islamabad Vlog”

Hammad Aslam

0:00 / 0:00

“Real Beauty of Islamabad 🇵🇰 | The Centaurus Mall | Iftar at Savour Foods | Islamabad Vlog”

220 просмотров · 7 мес. назад
Hammad Aslam
1,09 тыс. подписчиков
220 просмотров · 7 мес. назад
“Real Beauty of Islamabad 🇵🇰 | From Streets to The Centaurus Mall | Iftar at Savour Foods | Islamabad Vlog” Aaj ke vlog me hum explore karte hain real life of Islamabad. Vlog start hota hai F-sector ki side se jahan hum road par kharay ho kar baat karte hain ke asal beauty of Islamabad kya hai aur shehar ke kuch back side areas bhi dikhate hain. Uske baad hum jaate hain famous mall The Centaurus Mall jahan hum thora sa ghoomte hain aur shopping karte hain. Iftar ka time ho jata hai aur mall ki shops temporarily band ho jati hain aur hum bhi roza kholte hain. Iftar ke baad hum shoes dhund rahe hote hain aur kaafi searching ke baad finally hume shoes mil jate hain. Uske baad thori aur gup shup aur mall exploration hoti hai. Phir hum mall se nikal kar parking se apna vehicle lete hain aur chalte hain Islamabad ke famous food spot Savour Foods jahan hum delicious deal order karte hain aur dinner enjoy karte hain. Dinner ke baad hum Blue Area Islamabad ka night view explore karte hain aur end me chai ke saath vlog finish karte hain. Agar aapko Islamabad vlogs, food vlogs aur university life vlogs pasand hain to channel ko zaroor subscribe karein. Channel: Madiop7 #IslamabadVlog #CentaurusMall #SavourFoods #BlueAreaIslamabad #IslamabadNight #PakistanVlog #RamadanVlog #IftarVlog #IslamabadFood #IslamabadLife #PakistaniVlogger #Madiop75 #IslamabadCity #StreetToMall #cityvlogs islamabad vlog centaurus mall islamabad vlog savour foods islamabad blue area islamabad vlog islamabad night vlog ramadan vlog pakistan iftar vlog pakistan islamabad food vlog centaurus shopping vlog pakistan city vlog islamabad street vlog madiop75 vlog comsats student vlog islamabad lifestyle vlog pakistan daily vlog