🌹KHUSHBU — DASTAN-E-ZINDAGIEPISODE 5 — “Nazdeekiyan Aur Ek Chhupa Hua Raaz@Hena_on_a_journey
Hena on a journey
0:00 / 0:00
🌹KHUSHBU — DASTAN-E-ZINDAGIEPISODE 5 — “Nazdeekiyan Aur Ek Chhupa Hua Raaz@Hena_on_a_journey
1 160 просмотров · 1 мес. назад
Hena on a journey
175 подписчиков
1 160 просмотров · 1 мес. назад
📺 KHUSHBU — DASTAN-E-ZINDAGI | EPISODE 5
“Nazdeekiyan Aur Ek Chhupa Hua Raaz”
Aariz aur Khushbu ki nazdeekiyan ab aur gehri ho rahi hain. ❤️ Lekin Aariz ke dost notice karte hain ke woh aajkal unse kam aur Khushbu ke saath zyada waqt guzarta hai. Project ke silsile mein dono aur kareeb aate hain, jabke Meher ki jalan ek nayi chaal ki taraf badh rahi hai.
Aariz Khushbu ko apni luxury car mein ghar drop karta hai, jahan Khushbu usse ek aisa sawaal poochti hai jiska jawab Aariz ke paas bhi nahi.
Dusri taraf, Saira aur Aariz ke Abbu ke beech chhupa hua purana raaz phir se saamne aane lagta hai. Aur Meher ko milta hai ek mysterious message…
Kya Khushbu aur Aariz ke gharon ka rishta waqai kisi purane raaz se juda hai?
❤️ Romance • 🎓 College Life • 💔 Jealousy • 🔐 Family Secret • 🕵️ Suspense
Next Episode: “Purane Raaz Ka Pehla Sach…”
#Khushbu #DastanEZindagi #Episode5 #Aariz #KhushbuAariz #Meher #DramaSeries #RomanticDrama #SuspenseDrama #NewDramaSeries