Перейти к содержимому

डांडिया भजन सांग्स के साथ तबला बजाना सीखें आसानी से - Tabla Tutorial for Dandiya Bhajans & Songs

Ankit Kashyap Tabla

0:00 / 0:00

डांडिया भजन सांग्स के साथ तबला बजाना सीखें आसानी से - Tabla Tutorial for Dandiya Bhajans & Songs

62 356 просмотров · 2 года назад
Ankit Kashyap Tabla
678 тыс. подписчиков
62 356 просмотров · 2 года назад
डांडिया के भजन ओर सांग्स के साथ तबला बजाना सीखें बहुत आसानी से - Tabla Tutorial for Dandiya Bhajans and Songs - Very Easy Tricks Ankit Kashyap Tabla Teacher from Haridwar Uttarakhand tabla teacher ankit kashyap #tabla #ankitkashyaptabla #learning #drums #तबला #easy #tipsandtricks #dandiya #bhajan #song #garba about this video : Mere Sabhi doston ko Mera namaskar doston aapka humare channel Mein Swagat hai aaj ka ye tutorial bahut jyada important hone wala hai doston Humne aapko Is tutorial Mein Dandiya ke bhajan aur songs ke sath bajane ka ek bahut Aasan Tarika bataya Hai tabla tips Hai Dandiya ke bhajan aur songs ke sath bahut hi Aasan Tarika hai Humne aapko is tutorial Mein Dandiya Tal ke Kuchh bahut acche Prakar bataen hain aur Dandiya Tal ka utthan Dandiya Tal ki thihai aur Dandiya Taal ki beat ko double Karne Ka Tarika Humne aapko is video mein bataya hai aap in Dandiya Taal ke prakaron ko bhajans ke sath gane ke sath Bollywood songs ke sath bade hi Aasan tarike se Baja sakte hain to aap is video ke Madhyam se Apne Ghar Baithe hi Dandiya taal ko acche tarike se Sikh sakte hain video Achcha lagta hai to please like Karen comment kare share Karen channel ko subscribe Jarur Kare thank you so much