Перейти к содержимому

Ayyam E Fatima Noha 2025 | Musalman Hans Rahe Thay | Shabih Abbas Arfi Nohay | Bibi Fatima Noha 2025

Shabih Abbas Arfi и Aizaan Abbas Arfi

0:00 / 0:00

Ayyam E Fatima Noha 2025 | Musalman Hans Rahe Thay | Shabih Abbas Arfi Nohay | Bibi Fatima Noha 2025

69 842 просмотра · 11 мес. назад
Shabih Abbas Arfi и Aizaan Abbas Arfi
69 842 просмотра · 11 мес. назад
Ayyam E Fatmiyah Noha 2025 | Bibi Fatima Noha 2025 | Musalman Hans Rahe Thay | Shabih Abbas Arfi Nohay 2025 | Ayyam E Fatima Noha 2025 | Noha Shahadat Bibi Fatima 2025 | New Noha Bibi Fatima | Shahadat Bibi Fatima Noha | Nohay 2025 | Ayyam E Fatima Nohay 2025 “Nabi Ki Qabr Pe Aakar Kaha Zehra (sa) Ne Ro Ro Kar, Musalmaan Hans Rahe Thay" #AyyamEFatimaNoha2025 #MusalmanHansRaheThay #ShabihAbbasArfi #AizaanAbbasArfi #BibiFatimaNoha2025 #AyyamEFatmiyahNoha2025 #NohaShahadatBibiFatima2025 #NewNohaBibiFatima Ek Noha jo Sayyada Fatima Zahra (sa) Ka Gham Bayaan Karta Hai, Aise manzar Bataate Hue Jo Dil Ko Hila Dete Hain: Qabr-E-Nabi (Saww) Ke Saaye Tale, Bibi Ki Siskhiyaan Goonjti Hain— Darbaar Ki Bheed Mein Tanha Khadi Woh Beti, Rassol (saww) Ki Beti Jo Jhuta Kaha Gya Aur Musalman Hans Rahe Thay. Fidak Chheen Liya Gaya, Madina Mein Koi Bhi Unke Haqq Ki Awaaz Na Bana. Wilayat Ke Parcham Ko Bachane Ka Dard, Unka Roz Ka Imtehaan Tha. Wohi Muqaddas Darwaza— Jahan Farishte Adab Se Jhukte Thay — Zulm Ki Aag Mein Jala Diya Gaya. Zanjeer Mein Ali (As), Hasan (As) Ki Aankhon Ke Saamne Maa Par Zulm, Aur Woh Tamacha… Jis Par Duniya Khamosh Rahi. 8th Shawwal Ka Woh Manzar— Roza Gira Diya Gaya, Qabr par Sirf Patthar Reh Gaye… Musalmaan Phir Bhi Hans Rahe Thay. Yeh Noha Ek Sada Hai—Mazloomiyat Ki, Insaaf Ki, Aur Rasool (Saww) Ki Beti Ke Bhoole Gaye Gham Ki Yaad Dilati Dilata Hai © 2025 Shabih Abbas Arfi. All Rights Reserved. ➽ Subscribe ➽‪    / @shabihabbasarfi   🔔 Stay updated! ►Video Credits :- ►Title: Musalman Hans Rahe Thay ►Reciter: Shabih Abbas Arfi & Aizaan Abbas Arfi ►Originally Recited & Poetry by : Janab Ali Raza Surani ►Composition: Janab Raza Shah (Pak) ►Audio Mixed & Mastered by: HDS ►Chorus: Ali Moosa & Team ►Camera: Zair Abbas ►Video: ‪Aza Graphic ►Creatives: Szrr Creative - Syed Zaki Raza ►Digital Partner: RhythmReach ►SEO: Syed Zaki Raza ►Related: Bibi Fatima Noha 2025 - Ayyam E Fatmiyah Noha 2025 ►Occasion: Shahadat Bibi Fatima Noha 2025 (1447 Hijri) ►Category: Noha / Nohay 2025 / Islamic Noha 𝐌𝐚𝐫𝐭𝐲𝐫𝐝𝐨𝐦 𝐎𝐟 𝐇𝐚𝐳𝐫𝐚𝐭 𝐁𝐢𝐛𝐢 𝐅𝐚𝐭𝐢𝐦𝐚 𝐙𝐚𝐡𝐫𝐚 𝐁𝐢𝐧𝐭 𝐞 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝 (𝐬𝐚𝐰𝐰), 𝐌𝐚𝐧𝐲 𝐜𝐨𝐧𝐝𝐨𝐥𝐞𝐧𝐜𝐞𝐬 𝐭𝐨 𝐏𝐫𝐨𝐩𝐡𝐞𝐭 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝 (𝐬𝐚𝐰𝐰) 𝐚𝐧𝐝 𝐈𝐦𝐚𝐦 𝐀𝐥𝐢 (𝐚𝐬) 𝐚𝐧𝐝 𝐞𝐬𝐩𝐞𝐜𝐢𝐚𝐥𝐥𝐲 𝐭𝐨 𝐈𝐦𝐚𝐦 𝐞 𝐙𝐚𝐦𝐚𝐧𝐚 (𝐀𝐉𝐅). #NewNoha2025 #ShahadatBibiFatima #ShahadatBibiFatimaNoha ##FatimaZahraSA #Noha2025 #Azadari #AyyamEFatmiyah2025 #AyyamEFatima #AyyamEFatima2025 ►Ayyam E Fatima Nohay Ayyam E Fatmiyah Noha | Bahut Takleef May Hai Maa | 2024 ➽    • Ayyam E Fatima Noha 2024 | Bahut Takleef M...   Ayyam E Fatmiya Noha | Nabi Ki Laadli Ka Dil Dukhaya | 2024 ➽    • Ayyam E Fatima Noha | Nabi Ki Laadli Ka Di...   Ayyam E Fatimiyah Noha | Jaa Rahi Hai Fatima sa | 2023 ➽    • Ayyam E Fatima Noha 2023 | Jaa Rahi Hai Fa...   Noha Ayyam E Fatmiyah | Aye Baba Meri Qabr Pe Saya Bhi Nhi Hai | 2023 ➽    • New Noha Ayyam E Fatmiyah | Aye Baba Meri ...   ►Noha Lyrics Nabi Ki Qabr Pe Aakar, Kaha Zahra (sa) Ne Ro Ro Kar, Musalmaan Hans Rahe The Nabi Ki Qabr Pe Aakar, Kaha Zahra (sa) Ne Ro Ro Kar, Musalmaan Hans Rahe The Bhare Darbaar Mein Baba, Khadi Thi Aapki Dukhtar, Musalmaan Hans Rahe The Mila Yeh Ajr Humko, Ahl-e-Yasrab Se Risalat Ka Hame Aap Ke Gham Mein, Kahan Rone Diya Baba Bana Jab Ghar Mere, Rone Ki Khatir Sheher Se Baahar, Musalmaan Hans Rahe The Nahi Yeh Gham Mujhe Ke Bagh-e-Fidak Maine Nahi Paaya Ay Baba Bas Mujhe Is Baat Pe Rona Bohat Aaya Gawahi Mere Betoñ Ki, Saare Darbaar Jhoot Laa Kar, Musalmaan Hans Rahe The Yeh Sadma Hai Ke Mere Haq Mein Kisi Ne Lab Nahi Khola Madine Mein Meri Janib Se Koi Bhi Nahi Bola Wilayat Ke Liye Paighaam, Main Phirti Rahi Dar Dar, Musalmaan Hans Rahe The Jahaan Khayyat Bankar Khuld Se Rizwaan Aate The Malak Bhi Aake Jis Dar Pe Adab Se Sar Jhukaate The Ussi Dar Ko Laga Kar Aag, Jab Maari Gayi Thokar, Musalmaan Hans Rahe The Ghadeer-e-Khum Mein Jisko Aapne ‘Maula’ Kaha Baba Woh Jisne Aapse Waada Kiya Tha Sabr Karne Ka Nahi Bhooli Main Woh Manzar, Huye The Qaid Jab Haider, Musalmaan Hans Rahe The Hassan Ke Saamne Baba, Laaeñ Ne Zulm Yeh Dhaya Mere Bache Ne Mujh Par Yeh Sitaam Hote Hue Dekha Main Roti Reh Gayi Baba, Tamacha Jab Laga Rukh Par, Musalmaan Hans Rahe The Surani Aathwi Shawwal Ko Kaise Bhulaayeñ Hum Kiya Tha Munhadim Yun Rauza-e-Makhdooma-e-Aalam Nishaani Ke Liye Jab Qabr Pe Bas Reh Gaye Patthar, Musalmaan Hans Rahe The (Ali Raza Surani) #nohabibifatima #FatimaZehrasNoha #AyyamEFatimaNohay2025 #ShahadatNoha #ayyamfatima #shahadatbibizahra #fatima_zahra #bibifatimazahranoha #AyamEFatima #NewNohaRelease #RhythmReach Social Media Links: Facebook:   / shabihabbasarfi   Instagram:   / shabihabbasarfi   Twitter:   / shabihabbasarfi   Lɪsᴛᴇɴ ᴛᴏ SHABIH ABBAS ARFI ᴏɴ ♪ Sᴛʀᴇᴀᴍɪɴɢ Pʟᴀᴛꜰᴏʀᴍs | Apple Music | https://apple.co/3SmjNIa Spotify | https://spoti.fi/3TF6inR Gaana | https://bit.ly/Gaana-ShabihAbbasArfi JioSaavn | hhttps://bit.ly/JioSaavn-ShabihAbbasArfi YouTube Music | https://bit.ly/YtMusic-ShabihAbbasArfi Amazon Music | https://amzn.to/3THDyeh Copyright Strictly Prohibited © Shabih Abbas Arfi & ℗ RhythmReach