Перейти к содержимому

Talha Anjum - Departure Lane (LYRICS)

DMusic

0:00 / 0:00

Talha Anjum - Departure Lane (LYRICS)

341 просмотр · 1 год назад
DMusic
165 подписчиков
341 просмотр · 1 год назад
Talha Anjum - Departure Lane LYRICS Follow ‪@TalhaAnjum‬   / talhahanjum   https://x.com/talhahanjum LYRICS Khush fehmiyan hain Khudsay bani hein Kuch kami hai, toh (Kuch kami hai toh) Mein bhi yahan hun Voh bhi yahin hai Kya voh nahi hai jo? (Voh nahi hai jo) Kya voh teri meri be-takallufi? Yan voh duniya mein sabsay sar-kashi Tu pariyon si kaisi naazneen Ki dil ne zehen ki na suni Khuda ne ye hawayein tere sang kardīn Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti Tu voh jo mujhay haasil hi nahi Main karun tujhay kaisay ye bayaan? Meri jaan, meri jaan, tu naa ja Abhi qarz hai tujh pe voh waada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badlay ye kaisay aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun naa ja Badlo na tum apna irada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badle ye kaisay aasmaan Meri saari umar mein tu hi hai kami Baaki sab hai mayassar Tere na aana mujhay maardega Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar Bikhra hai dil ka ye daftar Koi nahi ghar par Jaunga kidhar tak? Aadatein nhi chhootīn Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak Duniya mile kaam se bas Duniya mere kaam ki nahi Mein suraj se mukhatib hoke shaam se baitha hun Ye humara pehla jaam to nahi Sabar ka imtehaan naa le Tu mere sabar ka inaam to nahi Tu mujhsay kuch chhupa bhi le Tu mujhay kuch bata hi nahi Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi Meri jaan, meri jaan, yun na ja Abhi qarz hai tujh pay voh waada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badlay ye kaisay aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun naa ja Badlo na tum apna irada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badle ye kaisay aasmaan #MUSIC #lyrics