Zindagi Ka Asal Maqsad kya ha | Life Changing bayan | Dr Israr Ahmed
Badr
0:00 / 0:00
Zindagi Ka Asal Maqsad kya ha | Life Changing bayan | Dr Israr Ahmed
78 просмотров · 1 дн. назад
Badr
358 подписчиков
78 просмотров · 1 дн. назад
Zindagi Ka Asal Maqsad kya ha | Life Changing bayan | Dr Israr Ahmed
Insaan ki zindagi ka asal maqsad kya hai? Aakhir kyun kabhi apne hi rishtay begane ho jate hain? Duniya ki mohabbat, rishton ki haqeeqat aur zindagi ki pareshaniyon ke darmiyan ek Musalman ko kis tarah apni zindagi guzarni chahiye?
Is video mein Dr Israr Ahmed ke bayan ki roshni mein zindagi ke asal maqsad, Allah se talluq, duniya ki aarzi haqeeqat aur insani rishton ki ahmiyat ko samajhne ki koshish karein.
Yeh bayan humein apni zindagi, apne aamaal aur aakhirat ki tayyari par ghaur karne ki dawat deta hai.
Subscribe kr k mazeed Videos Upload krne mein hmari madad kren. Shukriya!
#DrIsrarAhmed #ZindagiKaMaqsad #IslamicBayan