Aaj Maal Kharab Aur Haath Zakhmi 😱 | Bhatta Life Vlog
Ali Ansar Vlogs
0:00 / 0:00
Aaj Maal Kharab Aur Haath Zakhmi 😱 | Bhatta Life Vlog
138 просмотров · 2 нед. назад
Ali Ansar Vlogs
33 подписчика
138 просмотров · 2 нед. назад
Description:
Aaj bhattay par kaam karte hue maal bhi kharab ho gaya aur haath bhi zakhmi ho gaya. 😢
Mazdoor ki zindagi kitni mushkil hoti hai, yeh sirf aik mazdoor hi jaanta hai. Din bhar ki mehnat, paseena aur takleef ke bawajood rozi kamana aasan nahi hota.
Yeh vlog hamari bhatta life aur mazdooron ki haqeeqi zindagi ki kahani hai. ❤️🩹
Video ko aakhir tak dekhein aur mazdoor bhaiyon ki hosla afzai ke liye Like, Comment aur channel ko Subscribe zaroor karein.
Mazdoor Zindabad! 💪