Перейти к содержимому

Shreya Kant - Baadshah Satsang Youth (dance)

Anil Kant

0:00 / 0:00

Shreya Kant - Baadshah Satsang Youth (dance)

1 074 387 просмотров · 14 лет назад
Anil Kant
797 тыс. подписчиков
1 074 387 просмотров · 14 лет назад
A Dance presented by the Satsang youth, choreographed by Shreya Kant. Also watch the video Masih Ka Mela to see the entire dance drama. This song has been written and composed by Anil Kant from the BOOK of REVELATION, Sung by Shreya from the album Teri Raahein Behtar Hain, produced by Trinity Sounds Pvt Ltd. Lyrics Yeshu Masih, jald aanewala hai, Dekhenge baadlon pe usko sabhi Haan yeh farmata hai kalaam bhi Taiyaar ho jaayen hum aao sabhi, Yeshu Masih Hogi chaaron ore, Bas ek hi pukaar Baadshaah- 4 Yeshu Masih hai Baadshaah Pehle pyar ko chor diya hai, Aab wapas aa jaao Tauba karke pehle jaisa Pyar Masih ka paao Jo awwal hai, jo aakhir hai, Woh aisa farmaaye Meri khaatir jaan jo dega Sar pe taaj woh paaye Jis kisike kaan hon woh Sun le yeh aawaz Jiske paas hai do dhaari talwaar Woh aisa kehta hai Mere apne logon mein Shaitaan bhi chup ke baithaa hai Jiski aankh hai aag ke sholay Wahi dilon ko jaanchata hai Shaitaan ki taalim na sunana Door buton se rehna hai Jo thaame rahega woh usey Dega ikhteyaar, Baadshaah Raho jaagte, chor ke jaise Jaane kab aa jaayega Uska khola band na hota Band na khola jaayega Neem garam na rehna Pehen lo uski rehmat ki paushak Aag mein tapaa sona le le Daulatmand ho jaayega Kholo darwaaze pe khada Khatkhata rahaa, Baadshah Yeshu Masih hai Baadshaah