Перейти к содержимому

Sath Maah Ki Mazoor Hamila Biwi Ko Shohar Ne Barish Me Ghar Se Nikal Diya | Urdu Story

Waseem Kahani Ghar

0:00 / 0:00

Sath Maah Ki Mazoor Hamila Biwi Ko Shohar Ne Barish Me Ghar Se Nikal Diya | Urdu Story

145 просмотров · 2 нед. назад
Waseem Kahani Ghar
109 подписчиков
145 просмотров · 2 нед. назад
Khuda ke liye darwaza khol do, main tum se apne liye kuch nahi maang rahi, bas apne bache ke liye darwaza khol do... Saat maah ki hamila Nargis barish me bheegti hui apne shoher Hamza ke band darwaze par bethi thi. Uski ek taang bachpan se kamzor thi, ek haath me baisakhi thi aur dusre haath se wo apna pait sambhale hue thi. Hamza ne andar se kaha - Mujhe tum dono se koi talluq nahi rakhna. Lekin Nargis ko kya maloom tha ke aaj jis darwaze se usse be-izzat karke nikala ja raha hai, ek din usi darwaze ke peeche khare log us se maafi maangenge. Ye kahani har us aurat ke liye hai jise uski majboori ki wajah se kamzor samjha gaya. #UrduStory #HamilaBahu #EmotionalStory #SaasBahu #SachiKahani# Moralstory keywords 7 mah ki hamila ki kahani, hamila bahu ki kahani, urdu moral story, emotional urdu story, sachi kahani, saas bahu ki kahani, shoher ne hamila biwi ko ghar se nikal diya