Yun Hi Chala Chal [Swades] ( Slowed Reverb)
Asthetic Music
0:00 / 0:00
Yun Hi Chala Chal [Swades] ( Slowed Reverb)
5 604 просмотра · 3 года назад
Asthetic Music
647 подписчиков
5 604 просмотра · 3 года назад
Music Credits
Song Title: Yun Hi Chala Chal Rahi
Movie: Swadesh (2004)
Singers: Udit Narayan, Hariharan & Kailash Kher
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Javed Akhtar
Music Label: T-Series
Lyrics :
Yunhi chala chal raahi - 2
Kitni haseen hai ye duniya
Phul saare jamele dekh phulon ke mele
Badi rangeen hai duniya
Rum tum taana na nak tum tum taana na - 3 bhaiya
(Ye raasta hai keh raha ab mujhse
Milne ko hai koyi kahin ab tujhse) - 2
Dil ko hai kyun ye betaabi kis se mulaaqaat honi hai
Jis ka kabse armaan tha shaayad wahi baat honi hai
Yunhi chala chal raahi - 2
Jeevan gaadi hai samay paiya aansoon ki nadiya bhi hai
Khushiyon ki bagiya bhi hai rasta sab tera takke bhaiya
Yunhi chala chal raahi - 2
Kitni haseen hai ye duniya
Phul saare jamele dekh phulon ke mele
Badi rangeen hai duniya
Dekho jidhar bhi in raahon mein
Rang pighalte hain nihaagon mein
Thhandi hawa hai thhandi chhaaon hai
Door woh jaane kiska gaaon hai
Baadal ye kaisa chhaaya dil ye kahaan le aaya
Sapna ye kya dikhlaaya hai mujhko
(Har sapna sach lage jo prem agan jale
Jo raah tu chale apne mann ki) - 2
Yunhi chala chal raahi - 2
Kitni haseen hai ye duniya
Phul saare chamele dekh phulon ke mele
Badi rangeen hai duniya
Mann apne ko kuch aise halka paaye
Jaise kandho pe rakha boj hat jaaye
Jaise bhola sa bachpan phirse aaye
Jaise barson mein koyi ganga nahaaye - 2
Khul sa gaya hai ye mann
Khul sa gaya har bandhan
Jeevan ab lagta hai paawan mujhko
Jeevan mein preet hai honton pe geet hai
Bas yehi jeet hai sun le raahi
Tu jis disha bhi jaa tu pyaar hi loota
Tu deep hi jala sun le raahi
You might also like
Yeh Jo Des Hai Tera
A.R. Rahman
Yeh Tara Woh Tara
Udit Narayan
Pehla Nasha
Udit Narayan
Yunhi chala chal raahi - 2 kaun ye mujhko pukaare
Nadiya pahaad jheel aur jharne jangal aur waadi
In mein hai kiske ishaare
Yunhi chala chal raahi - 2
Kitni haseen hai ye duniya
Phul saare jamele dekh phulon ke mele
Badi rangeen hai duniya
Ye raasta hai keh raha ab mujhse
Milne ko hai koyi kahin ab tujhse
Rum tum taana na nak tum tum taana na - 3
DISCLAIMER: ⚠️
[This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.] * We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.* *The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s)
.All the contents are strictly done for a promotional purpose*
*DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use