कुंडली में पैसा आएगा या टिकेगा? | KP Astrology से जानें Wealth का रहस्य | Monica's Nakshatra Path
Monica's nakshatra path
0:00 / 0:00
कुंडली में पैसा आएगा या टिकेगा? | KP Astrology से जानें Wealth का रहस्य | Monica's Nakshatra Path
12 просмотров · 1 день назад
Monica's nakshatra path
40 подписчиков
12 просмотров · 1 день назад
कुंडली में पैसा आएगा या टिकेगा? | KP Astrology से जानें Wealth का रहस्य | Monica's Nakshatra Path
Kya aapki Kundli bata sakti hai ki paisa sirf aayega ya aap Wealth bhi create kar payenge? Is interesting KP Astrology podcast mein jaaniye Income aur Real Wealth ke beech ka difference aur kaise KP Astrology ke through financial growth ko samjha ja sakta hai.
Is episode mein discuss kiya gaya hai:
✨ Kundli mein Wealth aur Income ke indicators kaise dekhein
✨ 2nd CSL aur 10th CSL se paisa, saving aur profession ke signals
✨ Job, Business ya Investment kis field mein growth ke chances hain
✨ Paisa aane ke baad bhi save kyun nahi hota?
✨ Property, Assets aur Foreign Income ke yog
✨ Dasha-Mahadasha ka Financial Life par impact
✨ KP Astrology se apni career direction aur wealth planning ko kaise samjhein
Astrology sirf future prediction nahi, balki life ke important decisions ke liye ek guidance system bhi ho sakti hai.
Agar aap jaana chahte hain ki aapki Kundli mein Wealth ka secret kya hai, toh ye podcast aapke liye hai.
📞 For Consultation:
Monica’s Nakshatra Path
+91 8192936199, +91 97611 36663
Follow on social media platforms to get new updates:
Instagram: / monicasnakshatrapath
Facebook: / 61592266867920
Youtube: / @monicasnakshatrapath
00:00 - Highlighting of this podcast
01:19 - Paisa kitna aayega kaise pta chalega?
02:47 - Astrology ke perspective se wealth ka matlab kya hai?
04:01 - Kundli kya ye bhi dikhati hai ki wealth to rahega par retain nahi ho payega?
06:37 - Kya 2nd house, 10th house or 2nd csl, 10th csl dekhna same hai?
09:00 - Kundli me konse indicators primary source kya hona chahiye?
11:21 - Kundli me konse indicators btate hai ki konse indicator choose karne chahiye?
12:30 - Kundli me konse indicators foreign work dikhate hai?
14:12 - Kundli me konse indicators btate hai ki aapka wealth kaha use jo raha hai?
15:05 - Kundli me konse indicators earn income btate hai?
15:58 - Kundli me konse indicators btate hai ki property good impact karega ya bad?
20:01 - Marriage ke baad financial ka flow badha jana ya ghat jana iska kya karan hai?
22:11 - Kundli me loans kaise singnify hote hai?
23:46 - Chart kaise btayega ki rent loss dega ya profit?
25:00 - Loan amount kaisa impact karega?
26:04 - kya lal kitab remedies bhi de sakte hau?
26:56 - Mahdasha financial gains dikhati hai par uske sath logo ke expensive bhi?
28:06 - Life ko better kaise banaye?
32:42 - Ending of the podcast
#wealthastrology #kundlianalysis #financialastrology #lalkitabremedies #kpastrology #kpastrologer #monicaverma #monicasnakshatrapath