Перейти к содержимому

Jisay Darbar Main Apnay Bulaya Musa e Kazim | Manqabat Imam Musa e Kazim as | Shabab Haider

Shabab Haider Official

0:00 / 0:00

Jisay Darbar Main Apnay Bulaya Musa e Kazim | Manqabat Imam Musa e Kazim as | Shabab Haider

4 040 просмотров · 4 года назад
Shabab Haider Official
3,52 тыс. подписчиков
4 040 просмотров · 4 года назад
Assalam o Alaikum Ya Ali as Madad New Manqabat Imam Musa e Kazim as🌹 .............................. ....................................... Title:Jisay Darbar Main Apnay Bulaya Musa e Kazim Recite by:Shabab Haider (Rawalpindi) Original:Syed Messam Ali Mehdi(Uk) Written:Syed Messam Ali Mehdi (Uk) Compose:Syed Zair Naqvi(Uk) ............................ ................................... .......................................... Lyrics Jisay darbaar mein apne bulaaey Musa-e-Kazim Qaza se qabl khuld us ko dikhaaey Musa-e-Kazim 1:Ye beta Fatima ka hai so ye wirsa bhi hai is ka Jinaan se jo bhi chaahay wo mangaaey Musa-e-Kazim 2:Usay khursheed-e-roshan bhi nazar se maand lagta hai Jo aankhon se lagaaey khaak-e-paa-e-Musa-e-Kazim 3:Qasam takht-e-Suleimaan ki wo sultaanon ka sultaan hai Zamaanay mein jo ban jaaey gada-e-Musa-e- Kazim 4:Bina haathon ke jo deta hai khud wo bhi ye kehta hai Ataaon mein niraali hai ataa-e-Musa-e-Kazim 5:Shikasta qalb ko wo chaarasaaz-e-dard dekhega Bachaaey main ne yoon dukhre bara-e-Musa-e-Kazim 6:Khudaai ki ye kaisi na-khudaai hai ke raste se Bhatakne waalon ko Rab se milaaey Musa-e-Kazim 7:Wahaan Shah-e- Najaf detay hain jaan be-jaan jismon ko Yahaan murda zameeron ko jilaaey Musa-e-Kazim 8:Ye tarz-e-bandagi kya hai isay Sajad hee jaanay Musalla qaid khaanay ko banaaey Musa-e-Kazim 9:Pohonch kar un ke rozay par sharaf paaya hai ye warna Kuja main aur kuja Meesam sana-e-Musa-e-Kazim #ManqabatImamMusaeKazim #manqabat2022 #shababhaider #SyedamessamAlimehdi #JisayDarbarmainapnaybulayamusaekazim #imammusakazim