Перейти к содержимому

Chaman Chaman Ki Dilkashi Nabi Nabi Nabi Nabi | 2018 Full HD Naat Video | Hd Asad Iqbal #Insha Allah

Insha Allah انشاء الله

0:00 / 0:00

Chaman Chaman Ki Dilkashi Nabi Nabi Nabi Nabi | 2018 Full HD Naat Video | Hd Asad Iqbal #Insha Allah

4 490 868 просмотров · 10 лет назад
Insha Allah انشاء الله
328 тыс. подписчиков
4 490 868 просмотров · 10 лет назад
Chaman Chaman Ki Dilkashi Nabi Nabi Nabi Nabi | 2018 Full HD Naat Video | Hd Asad Iqbal #Insha Allah Urdu Naat,Superhit Naat By-Asad Iqbal,Latest Naat-E-Shareef,Best Naat,Nazam,Naat-E-Pak,New Naat Shareef,World Best Naat,Insha Allah,Master Cassettes,Lyrics.. Nabi Nabi Naat Lyrics Chaman Chaman ki dilkashi Gulo ki hai woh taazgi Hai chand jinn se shabnami Wohh kehkasha ki roshni Hawao ki woh raagini Fazaawohn ki wohh nagmagi Hai kitna pyaara naam bhi Nabi Nabi........ Ye Aamad e Bahaar Wohh noor ki kataar hai Fazaa bhi kush gawar hai Hawa bhi mushtavaar hai Hawa se maine jab kaha Yeh kaun aa gaya bata Hawa pukarti chali Nabi Nabi........ Zameen bane zamaan bane Makki bane makkah bane Chuni bane chuna bane Who wajh hai kun fakah bane Kahaa ki maine aye khuda Ye kiske sadqe me bana Toh rab ne bhi kahaa yahi Nabi Nabi........ Woh husne laa jawaab hai Woh ishq be misaal hai Jo chark ka hilaal hai Nabi ka woh Bilaal hai Badan sulaghti ret par Ke tharthara uthe hajar Zabaan pe tha magar yahi Nabi Nabi...... Chale joh qatl ko umar Kaha kisi ne roak kar Kaha chale aur kidar Mizaaj kyu hai arsh par Zaraa bahen ki lo khabar Fidah hai woh Rasool par Woh keh rahi hai har ghari Nabi Nabi........ Umar chale behen ke ghar Yeh dil me soch soch kar Udayenge hum un ka sar Joh hai nabi ke deen par Suna hai jab Quran ko Khuda ke us bayaan ko Umar ne bhi kaha yahi Nabi Nabi.......... Woh ishq ka usul hai Woh sunniyat ka phool hai Woh aisa ba usul tha Ke Aashiq e Rasool tha Raza se maine jab kaha Yeh shaan kis ne ki ata Raza ne bhi kaha yahi Nabi Nabi....... Enjoy this Naat-E-Shareef video,, "If you like this video, Don't forget to Share and leave your comments" Video Name: Chaman Chaman Ki Dilkashi Nabi Nabi Nabi. By- Asad Iqbal Copyright: Master Cassettes Vendor: A2z Music Media. Watch " Chaman Chaman Ki Dilkashi Nabi Nabi Nabi By- Asad Iqbal”From Insha Allah. Click On https://www.youtube.com/channel/UC8rw... To Subscribe Unlimited qawwali song Android app : https://goo.gl/Ei0Ikt Thanks For Watching this Video on Insha Allah; To view other such Latest And Superhit Videos of MUSHAIRA, Naat, Ghazal, Geet, Hamd, All India Mushaira, Mushaira E Shairaat, Aalami Mushaira, International Mushaira, Mazahiya Mushaira, etc. Please SUBSCRIBE to our channel and you will get latest update alert of all the new uploads.