धर्मेंद्र और मुमताज़ की जबरदस्त रोमांटिक केमिस्ट्री- Main Tere Ishq Mein Mar Na Song | Loafer (1973)
Ultra GeetMala
0:00 / 0:00
धर्मेंद्र और मुमताज़ की जबरदस्त रोमांटिक केमिस्ट्री- Main Tere Ishq Mein Mar Na Song | Loafer (1973)
31 054 просмотра · 2 дн. назад
Ultra GeetMala
105 тыс. подписчиков
31 054 просмотра · 2 дн. назад
Stay updated with latest videos from Ultra GeetMala :- https://rb.gy/fni1d3
Song Synopsis:
njoy the magical evergreen romantic song “Main Tere Ishq Mein” from the classic Bollywood movie Loafer (1973), featuring the charming Dharmendra and Mumtaz. With the soulful voice of Lata Mangeshkar and beautiful music, this timeless melody takes you back to the golden era of Hindi cinema. 🎶
🎵 Song Credits:
Movie: Loafer (1973)
Song: Main Tere Ishq Mein (Mar Na Jaun Kahin)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Cast: Dharmendra, Mumtaz
Category: Romantic song
🎼Full Lyrics:
Main Tere Ishq Mein - मैं तेरे इश्क़ में
mein tere ishq mein mar na jaaun kahin
tu mujhe aazmane ki koshish na kar
mein tere ishq mein mar na jaaun kahin
tu mujhe aazmane ki koshish na kar
khubsoorat hai tu to hoon mein bhi hasin
mujhse nazrein churane ki koshish na kar
mein tere ishq mein
shauk se tu mera imtihaan le
shauk se tu mera imtihaan le
tere kadmo mein rakh di hai jaan le
bekhabar bekadar maan ja ziddh na kar
todkar dil mera ae mere hamnasheen
is tarah muskurane ki koshish na kar
khubsoorat hai tu to hoon mein bhi hasin
mujhse nazrein churane ki koshish na kar
mein tere ishq mein
kab se bethi hoon mein intazaar mein
kab se bethi hoon mein intazaar mein
jhutha wada hi kar koi pyar mein
kya sitam hai sanam tere sar ki kasam
yaad chahe na kar to mujhe gam nahin
haan magar bhul jaane ki koshish na kar
mein tere ishq mein mar na jaaon kahin
tu mujhe aazmane ki koshish na kar
mein tere ishq mein
Hashtags:-
#ultrageetmala #oldsong #latamangeshkar #MainTereIshqMein #Loafer1973 #Dharmendra #Mumtaz #LaxmikantPyarelal #AnandBakshi #OldHindiSongs #70sBollywood