Hunting Horrors & Chasing Ciri 🐺II Witcher 3 (Pt-3)
Crayo Plays
0:00 / 0:00
Hunting Horrors & Chasing Ciri 🐺II Witcher 3 (Pt-3)
186 просмотров · Трансляция закончилась 5 дней назад
Crayo Plays
94 подписчика
186 просмотров · Трансляция закончилась 5 дней назад
👋 About Me
Hey Gamers! I’m Akshat (CRAYO) 🎮
Welcome to my channel jahan aapko milenge gaming videos, challenges, walkthroughs, funny moments, reactions, aur bhi bohot kuch. Mera mission simple hai: entertain karna, game ko improve karna, aur apni gaming community ke saath milke grow karna!
Agar aapko GTA, story games, open-world adventures, aur gaming challenges pasand hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye ho!
🔥 ABOUT THIS STREAM
Ciri ki khoj jaari hai aur raste ke monsters aur bhi zyada deadly ho chuke hain! 🐺⚔️🩸
Welcome to Part 3 of our The Witcher 3: Wild Hunt playthrough! Aaj Geralt nikal chuka hai Velen ke sabse creepy aur dark ilaqon mein Ciri ke footsteps follow karne. Silver sword ki dhaar tez hai, potions ready hain, par yahan ke horrors aisi gandi fielding laga rahe hain ki har fight mein jaan halak mein aa rahi hai! Creepy contracts, intense sword fights, aur crazy plot twists ke beech dekho aaj hum Ciri ke kitna kareeb pahunch paate hain!
Stream join karo, chat mein monster oils aur combat tactics suggest karo, bakchodi karo aur aate hi like thoko!
GAME NAME - THE WITCHER 3 - WILD HUNT REMASTERED
👇 Don’t Forget To:
👍 Like the Stream
💬 Chat & Share Your Thoughts
🔔 Subscribe and Turn On Notifications
📢 Share with Your Friends
🌐 Follow Me On Social Media
📷 Instagram: https://www.instagram.com/crayoplays?...
🎮 Discord: / discord
🏷️ Hashtags
#witcher3 #thewitcher3 #witcher3remastered #witcher3nextgen #geraltofrivia #monsterhunting #CrayoPlays #gaminglive #indiangamer #youtubegaming