Homemaker Motivation Vlog ❤️ | Mutton Nihari Recipe 😋 | Ghar Sirf Sajaya Nahi, Sambhala Bhi Jata Hai
Hoor khan k
0:00 / 0:00
Homemaker Motivation Vlog ❤️ | Mutton Nihari Recipe 😋 | Ghar Sirf Sajaya Nahi, Sambhala Bhi Jata Hai
1 844 просмотра · 16 часов назад
Hoor khan k
4,5 тыс. подписчиков
1 844 просмотра · 16 часов назад
Hello Guys! ❤️ Welcome back to my channel Sanam G World! 🌸
Aaj ke vlog mein aap sab ke saath apni daily life aur ghar ke kuch routine moments share kar rahi hoon. 🏡❤️ Ghar ka neeche wala portion set kiya, sehan ki achhi tarah washing karwayi aur kitchen mein banayi delicious homemade Mutton Nihari! 😋🍲 Saath hi ghar mein jama ki hui malai apni friend ko desi ghee banane ke liye di.
Ghar ke kaam, cooking aur family ke saath chhoti chhoti khushiyan hi hamari daily life ko special banati hain. 🥰
Umeed hai aapko Daily Vlog Part 2 pasand aayega. Video ko end tak zaroor dekhiye aur comments mein batayein aapko mera aaj ka vlog kaisa laga. ❤️
Don’t forget to Like, Share & Subscribe to Sanam G World! 🔔
Thank you so much for your love and support! 💕
#SanamGWorld #DailyVlog #DailyVlogPart2 #MuttonNihari #MuttonNihariRecipe #PakistaniVlogger #HomeRoutine #Homemaking #DesiCooking #FamilyVlog #PakistaniLifestyle