Bara Dushman Bana Phirta Hai - Waseem Badami | Special Program | 23rd March 2021
ARY News
0:00 / 0:00
Bara Dushman Bana Phirta Hai - Waseem Badami | Special Program | 23rd March 2021
331 574 просмотра · 5 л. назад
ARY News
16,4 млн подписчиков
331 574 просмотра · 5 л. назад
#BaraDushmanBanaPhirtaHai #MujheDushmanKeBachonKoParhanaHai #WaseemBadami #SahirAliBagga #23rdMarch #PakistanDay
Waseem Badami sings Bara Dushman Bana Phirta Hai in a special program of ARY News on Pakistan Day
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana Hai
Qalm Ki Jo Jaga thee Wo Wahee Hai
Par Us Ka Naam Tak Baqi Nahin Hai
Qalam Ki Nok Peh Nukta Hai Koi
Jo Such Ho Woh Bhala Rukta Hai Koi
Woh Jis Bachpan Nay Thora Or Jeena Tha
Woh Jis Nay Maan Tumhara Khwaab Chhena Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Wo Kis Ko Soch Kay Soti Nahin Maan
Kitabein Dekh Kay Roti Rahi Maan
Hai Kis Ki Wapsi Ki Raah Taktay?
Ye Darwaza Baba Khula Kiyun Rakhtay?
Wo Jo Sari Hi Nazron Se Gira Tha
Na Tha Insaan Na Jis Ka Khuda Tha..
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Jo Darr Ke Samnay Hasta Gaya Hai
Jo Apna Chhor Ke Basta Gaya Hai
Keh Ik Aisi Kahani Likh Gaya Woh
Kitabon Mein Nishani Rakh Gaya Woh
Jo Maan Ko Choomnay Wala Lahu Tha
Woh Jis Nay Khwaab Ko Bhi Khoon Kiya Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: / arynewsofficial
Official Instagram: / arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: / arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official Youtube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.