तू क्या मिल गई ये समा रंगीन हो गया..मोहब्बत हो ना जाए ❤️ Style (2001) शरमन जोशी, साहिल, रिया, शिल्पी
Sunehri Yaadein
0:00 / 0:00
तू क्या मिल गई ये समा रंगीन हो गया..मोहब्बत हो ना जाए ❤️ Style (2001) शरमन जोशी, साहिल, रिया, शिल्पी
551 просмотр · 5 дней назад
Sunehri Yaadein
2,49 тыс. подписчиков
551 просмотр · 5 дней назад
Tu Kya Mil Gayi, Ye Samaa Rangeen Ho Gaya | Mohabbat Ho Na Jaye ❤️ | Style 2001 | Abhijeet
🎵 Tu Kya Mil Gayi Ye Samaa Rangeen Ho Gaya (Mohabbat Ho Na Jaye) is a beautiful romantic Bollywood song from the movie Style (2001).
🎤 Singers: Abhijeet, Hema Sardesai
🎼 Music Director: Sanjeev Darshan
✍️ Lyrics: Abbas Katka
🎬 Movie: Style
📅 Year: 2001
❤️ Category: Romantic Songs
⭐ Rating: 3.82/5 (17 votes)
Enjoy this melodious romantic song from the early 2000s and relive the nostalgic charm of Bollywood music. ❤️🎶
If you love 2000s Hindi songs, romantic Bollywood songs and evergreen Hindi melodies, subscribe to Sunahri Yaadein for more memorable songs and musical memories.
👍 Like | 💬 Comment | 🔔 Subscribe
🎶 Song Details
🎵 Song: Tu Kya Mil Gayi Ye Samaa Rangeen Ho Gaya (Mohabbat Ho Na Jaye)
🎬 Movie: Style
📅 Year: 2001
🎤 Singers: Hema Sardesai, Abhijeet
🎼 Music: Sanjeev Darshan
✍️ Lyrics: Abbas Katka
❤️ Category: Romantic Songs
⭐ Rating: 3.82/5 (17 votes)
#TuKyaMilGayi #YeSamaaRangeenHoGaya #MohabbatHoNaJaye #Style2001 #Abhijeet #hemasardesaisongs
Lyrics:
tu kya mil gayi ye shama rangi ho gaya
sehra me jaisa khil gaya ho gul naya
aye meri jaan-e-ja tujhe kya pata
tere husn ka
mujhpe nasha cha gaya
mujhpe nasha cha gaya
mujhpe nasha cha gaya
mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye
kayamat kayamat kayamat aa na jaye
mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye
kayamat kayamat kayamat aa na jaye
aaj kal kya batau madhosh ho gayi hu
mahsus ho raha hai mai kahi kho gayi hu
khoya mera bhi dil hai bechain ye dhadkan hai
kya yahi hai mohabbat kaisa diwanapan hai
aye meri jaan-e-ja tujhe kya pata
haal mere bhi
dil ka hai kuch aap sa
dil ka hai kuch aap sa
dil ka hai kuch aap sa
mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye
kayamat kayamat kayamat aa na jaye
mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye
kayamat kayamat kayamat aa na jaye
tune jo chu liya to khil gayi dil ki kaliya
teri aankho me mujhko mil gayi meri dunia
yu to lakho hasi hai tujhsa koi nahi hai
jis ki khwahish thi mujhko jaan-e-ja tu wahi hai
aye mere jaan-e-ja sun tera sukariya
mila gaya tere
dil me mujhe aashiya
dil me mujhe aashiya
dil me mujhe aashiya
aye meri jaan-e-ja aa gale se laga
taki mil jaye
mujhko jami aasma
mujhko jami aasma
mujhko jami aasma
mohabbat mohabbat kayamat kayamat
mohabbat mohabbat kayamat kayamat
mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye
kayamat kayamat kayamat aa na jaye