Chhath Puja Ka Shopping Ho Gaya 😍 Kaisa Laga? | Day 32
Himanshu daily vlogger
0:00 / 0:00
Chhath Puja Ka Shopping Ho Gaya 😍 Kaisa Laga? | Day 32
24 просмотра · 6 дн. назад
Himanshu daily vlogger
55 подписчиков
24 просмотра · 6 дн. назад
Chhath Puja Ka Shopping Ho Gaya 😍 Kaisa Laga? | Day 32
Chhath Puja Ka Shopping Ho Gaya 😍 Kaisa Laga?
Jai Chhathi Maiya Dosto 🙏
Swagat hai aapka mere Day 32 / 100 Days Challenge me. Aaj ka vlog bahut special hai kyunki aaj main Chhath Puja ke liye shopping karne gaya tha.
Aaj main gaya tha Gadhi Bazaar, Shivhar. Waha main Rajkumar Readymade & Vastralaya pe gaya. Is dukan ka collection hamesha mast rehta hai. Bazaar me Chhath ki wajah se bahut bheed thi, har taraf naye kapde, genda phool ki mala aur lights lagi hui thi.
Maine is video me dikhaya hai maine Chhath ke liye kya kya kharida. Maine apne liye naya kurta pajama aur ek shirt liya hai. Dukan pe bahut saare options the, final jo pasand aaya wahi le liya.
Aap log video dekh kar comment me zaroor batana ki shopping kaisi lagi aur ye kapda mujhpe kaisa lag raha hai? Aapne Chhath ki shopping kar li ya nahi?
Video pasand aaye to LIKE kar dena, SHARE kar dena aur channel ko SUBSCRIBE karna mat bhoolna. 100 din ka challenge chal raha hai.
Jai Chhathi Maiya 🙏
#chhathpuja #chhathshopping #biharivlog #dailyvlog #100dayschallenge #gadhibazaar #shoppingvlog #bihar