First Vlog ❤️ Market Se Wapsi Par Building Mein Aag! 😱 Traffic Jam | Homemade Butter & Kaddu Daal
Mistry of life
0:00 / 0:00
First Vlog ❤️ Market Se Wapsi Par Building Mein Aag! 😱 Traffic Jam | Homemade Butter & Kaddu Daal
60 просмотров · 3 дн. назад
Mistry of life
12 подписчиков
60 просмотров · 3 дн. назад
Assalam-o-Alaikum ❤️ Welcome to my First Vlog!
Aaj ke vlog mein market se bike par wapsi ke waqt ek building mein aag lagi hui dekhi. 🔥 Building ke do floors par aag thi aur log mobile se videos bana rahe thay, jis ki wajah se road par traffic jam ho gaya.
Is vlog mein maine ghar par homemade butter banaya aur mazedar kaddu daal bhi banayi. 🧈🍲
Agar aapko daily life vlogs, Pakistani home cooking aur real-life experiences pasand hain, to video ko like karein, comment karein aur channel ko subscribe karna na bhoolein. ❤️
Thank you for watching!
#FirstVlog #DailyVlog #KarachiVlog #HomemadeButter #KadduDaal
#FirstVlog #DailyVlog #KarachiVlog #PakistaniVlogger #MarketVlog #BuildingFire #TrafficJam #HomemadeButter #KadduDaal #DesiCooking #DailyLifeVlog #HomeCooking