Перейти к содержимому

Mall Ghoomne Nikle 😍 Toto Ka Wait & London Bus 😂 | Papdi Chaat | Family Vlog

Naziya qadri 790

0:00 / 0:00

Mall Ghoomne Nikle 😍 Toto Ka Wait & London Bus 😂 | Papdi Chaat | Family Vlog

27 просмотров · 1 мес. назад
Naziya qadri 790
977 подписчиков
27 просмотров · 1 мес. назад
Assalamualaikum ❤️ Aaj ke vlog mein hum sab milkar mall ghoomne ke liye nikle. 😍 Pehle humein Toto nahi mil raha tha, phir kaafi der wait karne ke baad Toto mila aur hum sab mall pahunch gaye. Mall ke bahar ka beautiful view, bachchon ke liye chalne wali different-different rides, ticket prices aur bachchon ki full masti aapko vlog mein dekhne ko milegi. 🎠❤️ Mall ke andar ek funny moment bhi hua jab mujhe London Bus dikh gayi 😂🚌 Maine mazaak mein bola — “Ye bus London jaati hai, kisi ko jaana hai to contact kijiye!” 😄 Mall ke andar kuch jagahon par video banana allowed nahi tha, isliye maine wahan shooting nahi ki. Uske baad humne mall ka beautiful view dekha aur phir bahar aa gaye Bahar aakar humein Papdi Chaat dikhi 😋, to humne Papdi Chaat pack karwayi aur phir Toto se ghar ke liye nikal gaye kyunki kaafi time ho gaya tha. Aapko vlog pasand aaye to Like ❤️, Comment 💬 aur Channel ko Subscribe zaroor karein. Allah Hafiz 🤲❤️ Milte hain next vlog mein.