गुजरात में भीषण सूखा😱! | प्याज की फसल प्रभावित #mahuva #gujarat #onion
Alwar Mandi Today
0:00 / 0:00
गुजरात में भीषण सूखा😱! | प्याज की फसल प्रभावित #mahuva #gujarat #onion
35 682 просмотра · 2 недели назад
Alwar Mandi Today
34,9 тыс. подписчиков
35 682 просмотра · 2 недели назад
Gujrat mein bhishan Sookha! 😱 | Pyaj ki Fasal Prabhavit | Ground Report and Farmer Interview
Gujarat ke Mahuva region mein pichle 1 se 1.5 mahine se barish na hone ke karan pyaj ki Fasal par bhishan Sookha ka asar pada hai...Is Exclusive ground report mein dekhiye Gujrat ke kisan ka dard aur janiye khet ki asli Sthiti.
Aane wale dino mein pyaj mandi bhav aur supply par iska kya bada asar padne wala hai, Dekhiye Poori video humhare saath.
🎯Video Highlights:
• Gujrat mein 1.5 mahine se barish na hone se pyaj ko nuksaan
• Local Kisan ka exclusive interview aur ground report
• Pyaj ke mandi bhav aur future rate updates
Channel ko Subscribe karein: Daily mandi bhav, Kheti-badi updates aur exclusive ground reports ke liye 'ALWAR KHAIRTAL MANDI BHAV' ko subscribe zaroor karein!
#mahuva #gujrat #onion #PyajkaBhav #MandiBhav #Alwarkhairtalmandibhav #Narendermukhija #KisnNews #PyajRateToday #KhetiBadi #Pyaj #GujratseLive #LivePyajBhav