Mera Purana Kachcha Ghar 🏚️ | MR Manoj Vlogs
Mr Mnoj Vlogs
0:00 / 0:00
Mera Purana Kachcha Ghar 🏚️ | MR Manoj Vlogs
15 просмотров · 8 дней назад
Mr Mnoj Vlogs
25 подписчиков
15 просмотров · 8 дней назад
Hello doston! Aaj ke is special vlog mein main aapko apne us purana ghar par le kar aaya hoon jahan hum pehle rehte the. Yeh wahi cement ki eeton aur mitti-patthar wala kachcha ghar hai jahan hamara bachpan beeta hai aur bohot saari yaadein judi hain.
Aaj bhi waisa hi mahaul hai, chaaron taraf dhool aur gaon ki wahi desi vibe. Dekhiye hamara purana ghar aur jaaniye hamare purane din kaise the! Umeed karta hoon aapko yeh emotional aur desi vlog pasand aayega.
Agar video achha laga ho toh like karein, apne doston ke sath share karein, aur agar channel par naye ho toh MR Manoj Vlogs ko subscribe zaroor karein! ❤️
#MRManojVlogs #VillageVlog #OldHouse #DesiLife #DailyVlog #RajasthanVlog #EmotionalVlog #VillageLifestyle