NOOR-E-JALAL - NOOR-E-JAMAL - MAROOF PEER - SUFIYANA KALAAM - IRFANI KALAAM -MARIFAT KALAAM
Peer Maroof
0:00 / 0:00
NOOR-E-JALAL - NOOR-E-JAMAL - MAROOF PEER - SUFIYANA KALAAM - IRFANI KALAAM -MARIFAT KALAAM
110 300 просмотров · 7 л. назад
Peer Maroof
45,9 тыс. подписчиков
110 300 просмотров · 7 л. назад
HAZRAT MAROOF PEER
CONTACT NO : +91 99679 85702
NOOR-E-JALAL - NOOR-E-JAMAL
KALAAM HAZRAT MAROOF PEER
نور جمال سمجھو کیا نورجلال ہے
دونوں میں فرق کتنا اور کیا کمال ہے
شاعر :- حضرت خواجہ صوفی شیخ محمد فاروق شاہ قادری چشتی عادل فہمی نوازی معروف پیر مد ظلہ العالی
SUFIYANA KALAAM - IRFANI KALAAM -MARIFAT KALAAM - TASAWWUF KALAAM
Noor e Jamal Samjho Kya Noor-e-Jalal Hai
Dono Me Fark Kitna Hai Aur Kya Kamal Hai
Allah bhi Noor Hai To Mohammad Bhi Noor Hai
Yeh Noor Hai Jalal Woh Noor e Jamal Hai
Allah Ke Noor Se Hai Mohammad Ka Noor Jab
Noor e Jalal Se Hua Kaisa Jamal Hai
Kis Noor Se Hua Yeh Shaitan Ka Zhoor
Noor-e-Jalal Samjhe Ya Noor-e-Jamal Hai
Peshaniye Aadam Me Thi Dono Ki Kirne
Kis Noor Ko Tha Sajda Malak Se Yeh Sawal Hai
Shaitan Noor-e-Haq Ka Pujari Yeh Kaha
Sajda Karu Dono Ko Yeh Kab Halal Hai
Marne Se Pehle Marna Tasawwuf Ka qaul Hai
Woh Kaun Tha Jo Mar Gaya Kis Ko Wisal Hai
Kya Noor Ke Hai Maani Yeh Fehmi Piya Se Paya
Zam Hona Khud Ke Noor Me Har Dam Kamal Hai
Ek Saans Hai Jalali Jamali Hai Ek Saanse
Maroof Yeh Dalil Hai Nahi Keel-o-Kaal Hai
(Kalam Sarkar Maroof Peer)
WEBSITE
http://www.maroofpeer.com
http://internationalsufismacademy.blo...
/ peermaroof
/ maroofpeer
/ sarkarmaroofpeer
/ sufimuraqbah
/ miracleofislam92
/ maroofpeer92
/ peermaroof
/ maroofpeer1
/ peermaroof
http://maroofpeer.blogspot.com
http://peermaroof.blogspot.com