5 AM Se Court Meeting Tak! | Shradh, Family Time & A Very Different Day
Life with Minaxi, Maera & Dhvija
0:00 / 0:00
5 AM Se Court Meeting Tak! | Shradh, Family Time & A Very Different Day
83 просмотра · 11 дн. назад
Life with Minaxi, Maera & Dhvija
146 подписчиков
83 просмотра · 11 дн. назад
Aaj ka din ekdum different tha… ❤️
Subah 5 baje se Shradh ki preparations start hui. Mummy ji aur papa ji ke Shradh ke liye ghar mein traditional preparations, pooja, family time aur bachchon ke saath ek saath khana — poora morning family ke naam raha.
Uske baad ek ghante ki chhoti si nap… aur phir suddenly Mom Mode se Lawyer Mode ON! 😄
Meeting ke liye nikalne se pehle little one ke liye dalia khichdi banayi, usse bua aur family ke paas chhoda aur main apni meeting ke liye nikli.
Lekin raste mein ek kaam aur pending tha — Shradh ka gaay ka bhog.
Bhog toh ready tha… bas gaay missing thi! 🐄😂
Finally gaay mili, bhog diya aur uske baad seedha meeting. Do-teen ghante baad ghar wapas aayi… aur ek aur busy but meaningful day khatam hua.
Ek hi din mein bahu, maa, wife aur lawyer — life really keeps us switching roles. ❤️
Thank you for spending the day with me.
If you enjoy realistic family vlogs, mom life, lawyer life and everyday Indian lifestyle, do subscribe to Life with MMD. ❤️
#LifeWithMMD #DailyVlog #IndianVlog #MomLife #LawyerLife #ShradhVlog #FamilyVlog #IndianMom #MomVlogger #LawyerMom #RealisticVlog #DayInMyLife #ytviralvideo #ytviral #trending #explore #fyp #vlog #IndianFamilyVlog #HindiVlog #LifestyleVlog
shradh vlog, shradh at home, shradh vlog india, indian family vlog, family vlog india, hindi vlog, daily vlog india, mom life india, indian mom vlog, lawyer mom vlog, lawyer life india, working mom vlog, lawyer and mom, day in my life india, realistic daily vlog, indian lifestyle vlog, family time vlog, traditional indian family, shradh preparations, gaay ka bhog, cow bhog, mom life vlog, busy mom routine, working mother india, life with mmd