Janewale O Janewale | Heena (1991) | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Purane Hindi Gane
Gaane Naye Purane
0:00 / 0:00
Janewale O Janewale | Heena (1991) | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Purane Hindi Gane
6 644 763 просмотра · 2 года назад
Gaane Naye Purane
11,7 млн подписчиков
6 644 763 просмотра · 2 года назад
Janewale O Janewale | Heena (1991) | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Hindi Movie Song
Song Name: Janewale O Janewale
Singer Name: Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar
Movie: Heena (1991)
Music Director: Ravindra Jain
Lyrics: Ravindra Jain
Lyrics:
Sadaa na bulbul, nagamein gaye,
Sada na faslee bahara
Sadaa na husn, jawaani rehte
Sadaa na soh.bate yaara
Rab jaane kis, daaman ke liye
Kaun sa gul, chunata hai
Kehte hai sachche,
Dil ki duwaye
jald Khudaaaaa, sunta hai
Tera allaah nigeh.baan,
Tera maula nigeh.baan
Tera allaah nigehbaa
Tera maula nigehbaa
Jaane waale o jaane waale
Jaane waale o jaane waale
Kiya tujhe humne,
Kiya tujhe humne
Khuda ke hawaale
Jaanewaale o jaanewaale
Ooo Jaane waale o jaane waale
Tera allaah nigeh.baan
Tera maula nigeh.baan
Tera allaah nigeh.baan
Tera maula nigeh.baan
Koyi mushkil na aaye,
Teri raahon mein
Pohan.che, saath khairiyat ke
Apni manzil ki baahon mein
Koyi mushkil na aaye, Teri raahon mein
Pohanche saath khairiyat ke
Apni manzil ki baahon mein
Tujhe teri manzil.ll
Tujhe teri manzil, gale se lagaale
Jaane.waale o jaane.waale
Oooo Jaane.waale o jaane.waale
Tera allaah nigehbaan,
Tera maula nigehbaan
Tera allaah nigehbaan,
Tera maula nigehbaan
O o o…
Oooo..oooo
yeh belon se Chaahat,
yeh be.daag naate
Jahaan mein kahaan,
Log aise nibhaate
Tumhaari muhabbat,
Bhula na sakunga
Tumhaara yeh ehsaan,
Chuka na sakunga
Diye zindagi ke.ee
Diye zindagi ke, tumhi ne ujaale
Dilwaale o dilwaale,
Dilwaale o dilwaale
Mera dil na chaahe
Mera dil na chaahe
ke Tumse Vida le
Dilwaale o dilwaale,
Dilwaale o dilwaale
Tu hai, dil ke kareeb
Door aankhon se
Hum, tanhaayiyon mein Baatein
kare teri yaadon se
Tu hai, dil ke kareeb
Door aankhon se
Hum, tanhaayiyon mein Baatein
kare teri yaadon s
Phool se dil par
Phool se dil par, pad gaye chhaale,
Jaanewaale o jaanewaale
Sada khush rahe tu
Sada khush rahe tu
Yeh meri duwa le
Jaanewaale o jaanewaale
Jaanewaale o jaanewaale
Tera allaah nigehbaan
Tera maula nigehbaan
RK Films Playlist : https://bit.ly/3XrNUnw
500+ Top Lata Mangeshkar Videos http://bit.ly/2xQ0Dov
Kishore Kumar Suron Ka Sartaj http://bit.ly/2x0g6TI
500+ Asha Bhosle Video Songs http://bit.ly/2fv7GZn
Mohammad Rafi Suron Ke Sahenshah: http://bit.ly/2jsg0y4
Sadabahar Gane - Old is Gold: http://bit.ly/SadabaharGane
#gaanenayepurane #rishikapoor #latamangeshkar #sureshwadkar #heena