Перейти к содержимому

Last time cooking in our kitchen.. Workers k liye banai special Biryani.. Pehli bar Daigh pakai khod

Muatter Mohsin

0:00 / 0:00

Last time cooking in our kitchen.. Workers k liye banai special Biryani.. Pehli bar Daigh pakai khod

62 279 просмотров · 1 дн. назад
Muatter Mohsin
159 тыс. подписчиков
62 279 просмотров · 1 дн. назад
Aaj apne purane kitchen mein last time cooking ki ❤️🥹 Ghar shift hone se pehle pehli dafa deg mein Chicken Degi Biryani banayi, jo MashaAllah bohat hi mazaydar bani! Purane kitchen ko chhorne ka apna ek alag hi dukh hota hai, kyun ke is kitchen se bohat si yaadein judi hui hain. Lekin naye ghar aur naye kitchen mein cooking karne ki khushi bhi dil mein hai. ❤️ Aaj maine workers ke liye bhi biryani banayi. MashaAllah sab ne mil kar baith kar khana khaya, bohat acha waqt guzra aur sab ko khana khila kar dil ko bohat sukoon mila. 🥰 Ab InshaAllah agli cooking naye ghar ke naye kitchen mein hogi. Duaon mein yaad rakhiye ga! ❤️ Video achi lage to Like, Comment aur Subscribe zaroor karein. #LastTimeCooking #DegiBiryani #ChickenBiryani #KitchenMemories #HomeShifting #DailyVlog #FamilyVlog #CookingVlog