Anuv Jain - Imtehaan (Official Video)
Anuv Jain YT
0:00 / 0:00
Anuv Jain - Imtehaan (Official Video)
3 993 просмотра · 8 дн. назад
Anuv Jain YT
62 подписчика
3 993 просмотра · 8 дн. назад
Song Credits:-
Name - Imtehaan
Singer - Anuv Jain
Music - BLAZE MUSICAL
Lyrics - BLAZE MUSICAL
Lyrics:-
[Intro]
[Verse 1]
Kisi aur ka
Na main ban saka
Mujhe tu apna
Bana Le
Dheema Dheema sa
Mere jism pe
Koi jaadu tu
Chala le
[Chorus]
Toh kyun
Tu khadi wahan
Aa paas mere o jaana
Na tu door jaa
Roke
Na koi mujhe
Yeh pyaar ka hai pehla hi
Ek imtehaan
[Verse 2]
Baahon mein meri
Baahein ho teri
Mujhe tu khud mein
Basa Le
Bheega hai yeh mann
Bheega hai badan
Mujhe saanson mein
Samaa le
[Final Chorus]
Toh kyun
Tu khadi wahan
Aa paas mere o jaana
Na tu door jaa
Roke
Na koi mujhe
Yeh pyaar ka hai pehla hi
Ek imtehaan
[Outro]
#imtehaan #anuvjain #anuvjainnewsong #BLAZEMUSICAL #newhindisong2026
©BLAZEMUSICAL
All Rights Reserved.