Sahaba Or Munafiq me Farq Kaise Karen? || Podcast with Maulana Yahya Nomani sb Db
ISLAH FOR YOUTH
0:00 / 0:00
Sahaba Or Munafiq me Farq Kaise Karen? || Podcast with Maulana Yahya Nomani sb Db
352 просмотра · 4 нед. назад
ISLAH FOR YOUTH
11,2 тыс. подписчиков
352 просмотра · 4 нед. назад
Hamara YouTube channel aapke liye deeni rehnumai aur Islami ta'leemat ko aam karne ka ek munfarid (unique) platform hai. Is channel ka maqsad Qur'an-o-Sunnat ki roshni mein zindagi ke masail ka hal pesh karna aur deen ke mukhtalif pehluon ko aasaan aur aam feham (easy to understand) andaaz mein bayan karna hai.
Khusoosan, Ahle Sunnat Wal Jamat ke aqaid aur nazariyat ki tarweej (promotion), dalail ke saath shubhat (doubts) ke aasaan aur itminan-bakhsh jawab de kar ummat ke naujawanon ke deen ki hifazat karna hamara ahem maqsad hai.
PODCAST🎙: Hamare podcasts mein me'yari Guftugu aur Ahem Topics par behas ki jati hai, jis mein Ulama-e-Kiram aur deeni mahireen shamil hote hain taake sunne walon ko deen ki gehraiyon se rooshnaas (introduce) karaya ja sake.
Hamara Maqsad: Aapki deeni rehnumai ke saath saath aapke sawalat ke jawab dena aur Deen-e-Islam ke paigham ko aam karna hai.
Hamare channel ko subscribe karein aur deeni taleemat se faizyab hon
#sahaba
#podcastclips