Office se off krli | Series 1 Vlog 12 🌊
Azaan's Family.
0:00 / 0:00
Office se off krli | Series 1 Vlog 12 🌊
90 просмотров · 3 дн. назад
Azaan's Family.
92 подписчика
90 просмотров · 3 дн. назад
Assalam o Alaikum dosto! ❤️
Welcome back to my channel Life in Desa.
Aaj ke vlog mein aapko apna busy day dikhaya hai. Office se off li, bhai ke admission ke liye Habib University gaya, phir Suzuki Motors par gari repair ke liye di. 3 mahine baad bike bhi chalai! 🏍️
Uske baad Higher Education Consultant se maloomat lene gaya, dost ko Gizri se pick kiya, Phase 8 mein chai pi aur phir Sea View par relax karne gaya. 🌊☕
Vlog ko end tak dekhein aur comments mein batayein ke aapko vlog kaisa laga.
Video pasand aaye to LIKE karein, channel ko SUBSCRIBE karein aur apne doston ke saath SHARE karein.
Thank you for watching! ❤️
#KarachiVlog #DailyVlog #pakistanvlogs #azaanal00Vlogs