Pandey Ji Ko Lunch Pe Bulaya 😋😍
Pinky Di Rasoi
0:00 / 0:00
Pandey Ji Ko Lunch Pe Bulaya 😋😍
546 180 просмотров · 3 мес. назад
Pinky Di Rasoi
214 тыс. подписчиков
546 180 просмотров · 3 мес. назад
Namaste Dosto! 👋❤️
Aaj Pinky Di Rasoi Mein Lekar Aaye Hain Shahi Paneer Korma Aur Moong Daal Ka Halwa 😋😍🍽️❤️
Aaj Ke Is Special Lunch Mein Pandey Ji Hamare Ghar Aaye Hain, Aur Unke Liye Humne Banaya Hai Swadisht Shahi Paneer Korma Aur Ghee Mein Bhuna Hua Moong Daal Ka Halwa. 😋Rich Gravy, Khushbudaar Masalon Aur Meethe Halwe Ka Yeh Delicious Combination Har Kisi Ko Bahut Pasand Aayega. Aap Bhi Is Recipe Ko Ghar Par Zarur Try Karein! ❤️🥘
Ingredients:
Paneer
Moong Daal
Sugar
Tamatar Puree
Fried Onions
Dahi
Khade Masale
Kaju
Adrak Lehsun Paste
Kesar Aur Ilaichi
Ghee
Hara Dhaniya
Agar Aapko Yeh Recipe Pasand Aaye Toh LIKE 👍, SHARE 🔄 Aur SUBSCRIBE ❤️🙏 Zarur Karein!
#pinkydirasoi #paneerkorma #moongdaalkahalwa